apko sab se mushkil kam konsa lagta hy

Re: apko sab se mushkil kam konsa lagta hy

ji speed me typing se aise hi mistakes ho jati hein so we have to manage and understand :smiley:

Re: apko sab se mushkil kam konsa lagta hy

Right time aaega tu karenge Insh Allah, magar wasie GS ki ladkyan badi khatarnak hain kyon :rotfl:

Re: apko sab se mushkil kam konsa lagta hy

Malta word main ziada use bhi nahin karta tu dimaag mein nahin aata

Re: apko sab se mushkil kam konsa lagta hy

ohkk :@:

lol :omg:

nahi nahi aapko kisne kaha… jinko me janta hoon to bohot achi hein sab :smiley: albata aap ka ishara Life & Relation ki taraf hai I guess to sahi kaha aapne :rotfl:

Re: apko sab se mushkil kam konsa lagta hy

JI haan sahi jawab, ye cooler aap ka hua :hehe: mera chakkar lagta rehta hai wahan

Re: apko sab se mushkil kam konsa lagta hy

me nahi jata wahan bhool ke bhi… aik dafa hi gaya tha bas… phir himmat nahi hui :omg:

bohot ziada hi tabiat saaf hogai thi meri :smiley:

Re: apko sab se mushkil kam konsa lagta hy

Main har jaga jata hoon politics se lekar wedding tak :smiley:

Re: apko sab se mushkil kam konsa lagta hy

very good :biggthumb: ab maza aayega :lifey:

Re: apko sab se mushkil kam konsa lagta hy

none other than finding a lugaaii [bride]! :frowning:

Re: apko sab se mushkil kam konsa lagta hy

subah uthna :bummer:

Re: apko sab se mushkil kam konsa lagta hy

to, tum se kis Hakeem ne sone ke liye kahaa huaa waa hai? is musiibat kaa Hal to nihaayat hii aasaan hai:

**tum soyaa hii na kiyaa karo! :**D

Re: apko sab se mushkil kam konsa lagta hy

soya na krun to jo thora bht demagh kaam krta hai woh b na karay :omg:

Re: apko sab se mushkil kam konsa lagta hy

are naadaan, bheje ko sulaa diyaa karo, tum bas na soyaa karo! :cb: