|
apane haathon se yuun chehare ko chhupaate kyon ho tum kabhii merii tarah kar bhii lo iqaraar-e-vafaa ashk aankhon men merii dekh ke rote kyon ho in se vaabastaa hai jab meraa muqaddar phir tum roz mar mar ke mujhe jiine ko kahate kyon ho |
Re: Apane haathon se yuun
^ ok now agar larkia sharam na karay to kahtay ho.. baysharam hay aur agar sharam karay bee to khatay ho ufffffffffffffff itna sharam na karo muj say ![]()
Allah kay banday (epecially guys) kisi haal may khush nahi rahta ![]()
Re: Apane haathon se yuun
yaar tum kisi chez par khush bhi hooti ho ya nahin
Re: Apane haathon se yuun
^ tumhara poem hee aysa hay to may kia karo ![]()
Re: Apane haathon se yuun
well saroo achi hey but both shekayt hey khtay kun ho ab app say bhe na khey tu kis say khey well jana hey tu jany do app ruktay kyun ho
Re: Apane haathon se yuun
aji kuch khul kar kahin … app urdu ko english ka tarka laga kar na boolen na takay hum ko kuch samajh aaye k shikwa kya hay