ati rahe raat bher:blush:
es liya kay may nay raat say kuch nahe khaya kuch mila he nahe app log ager help kerdien tu may pari hoon na woh bhe ladli may khud tu kam nahe kerti es liya:bummer:
ati rahe raat bher:blush:
es liya kay may nay raat say kuch nahe khaya kuch mila he nahe app log ager help kerdien tu may pari hoon na woh bhe ladli may khud tu kam nahe kerti es liya:bummer:
Re: ap ki yad
noo response @ all y?? ppl app sayy naraz ain kiyaa
Re: ap ki yad
nahe ji woh mujhey nahe jantay new person key sath yahehota hey
Re: ap ki yad
oh u r not that new. Yahan saray susti ki pund hein, munn-o-salwa ke intazaar mein bethay hein.
meine abhi goshta chrhaya tha, jala diya verna offer ker deti
ye kambakht GS kahin ka nahin choray ga. aaj bari daant paray gee. Kal maash ki daal ka hulwa bana diya tha :halo: koi bacha lo mujay ![]()
Re: ap ki yad
anookhi ladliiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
Khaney ko mangaaay khanaaaa
anoookhi laaddliiiiiiiiii
Re: ap ki yad
kam tu sary ghalat kerahe ho or kheyti ho bachalo mujhey salan jalakahien gay kasy es kahanay say bachalo humien
Re: ap ki yad
mein to kehti hoon, ye mere buss ka rogg nahin. khud ko bhe bachayein mere khano se aur mujay bhi bachao iss sayyappay se
koi nahin sunta. Baji haath dho keh mera peechay parri hein keh sikha keh chorna hai … ab aap batayein bachayeingee ya nahin :halo:
Re: ap ki yad
han ab tu kuch kerna paray ga
asa karo tum sahe sahe bana liya karo khana baji samjhien gi key aa gaya tum ko pher woh kuch nahe kahien gi