kya aaj kal ka noujawan bhi kurbani ka jazba rakhta hai?
![]()
![]()
kya aaj kal ka noujawan bhi kurbani ka jazba rakhta hai?
![]()
![]()
re: Ap apnay mulk ki khatir kya kya kurbaniyaan de saktay hain?
apun flooder ko qurban ker saktah hei mulk kee behteree keliye ![]()
:aq: maarnay ke baat mat kee jiye
kya aap apni jaan bhi kurbaan kar saktay hain?
hamari jaan to aap hain ![]()
lekin kiyaa ap ki qurbani islam main ja’ez hai ![]()
re: Ap apnay mulk ki khatir kya kya kurbaniyaan de saktay hain?
Khamosh!!! bano ko darbar mei hazir kea jai ![]()
:aq: aap kehna kya chahte hain?
yeh ek sanjeedah sawal tha:snooty: jis ko aap ne mazak mein le liya
re: Ap apnay mulk ki khatir kya kya kurbaniyaan de saktay hain?
TLK dude why are ya hitting on a guy ![]()
meray jawab main mazaq kahan nazar ayaa aap ko ![]()
Guy shuy se kiya hotaa hai, he is a king .. its my business decision to hit on him
[RIGHT]:aq:اینڈ یو آر سٹاکنگ می[/RIGHT]
Flooder sir ji. Aap ek qurbani kareiN…yeh
waali smiley use karna choR deiN. Please. Allah key waastey.
to kya aap waqae hamara sar qalam karnay main qoum ki behtari samahjtay hain:aq:
kya aap housh main hai:hmmm:
agar haan to aap bohat bari museebat main hain
kya aap taj wali dosri smilie dilwa sakti hain humein?
![]()
re: Ap apnay mulk ki khatir kya kya kurbaniyaan de saktay hain?
main apnay mulk ki khatir apna europe ka visa 2 saal aur extend kara sakta hooN
main apnay milk ki khatir apni hone wali beewi ko shaadi kay aglay din jahaz say wapis bhijwa sakta hoon..wo bhi PIA say (qomi international airlines)
main apnay mulk ki khatir http://www.google.com.pk/ ko favourites mai daal sakta hooN.
Do I look like the smilie store owner or a smilie generator to you? ![]()
And if you are the your majesty king of whatever, then you should be able to find one, no?
Pata nahi kahaN kahaN say aa jatein hei chummooo chumooo karte hui sab.
![]()
itni beizzati hamari kisi ne nahi kke
magar choonkeh aap hamari guriyah hain , hum aap ko darguzar kartay hain
magar jab tak koi dosri smilie nahi aa jati ,hum is silsalay main aap ki koi madad nahi kar saktay
![]()
Awwwwwwwwww mamooojaan. You are cho chweet. Please don’t use that chummu waali smilie for every Tom Dick and Farzana. Save it for special people only. Thanks. ![]()
Hum ne apney mulk ke leye ye qurbani di hai ke hum wahan rehte nahi hain.
aap bhi khaas main shumar hoti hain:faizy: