^__________^
**
**
**
Dhaekanoo’n K Nashaib O faraaz ko Sanwara Tha
Aor Bas !
*Kaghaz Pay Dil Ka Bojh Utaaraa Tha *
Aor Bas !
**
Bas Itna Jaanta Hoon K Aawaaz Us Ki Thee
*Itna Pata Hay Us Na Pukraa Tha *
Aor Bas !
**
*Dunyaa Ki Fikr Kiya Thi Zamanay Ka Khauf Kiya *
*Hum Ko Faqat Khayaal Tumharaa *
Aor Bas !
**
Chahatoo’n K Jahaa’n Main kuch Faidaa Ho Na Ho Magar
Chahatoo’n k Junoon Main Sirf Kharsaraa Tha
Aor Bas !
**
Logoo’n Nay Ussay Mayree Muhabbat Samajh Liyaa
*Sagar Woh Mujh Ko Jaan Say Pyaraa Tha *
Aor Bas !
**
+++++++++++++++
=======