Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

Aaj ka sabak.

Sab mil ke likho.

Aap

Tum.

hum

mein

Ap sab ki roman urdu parh ke mere peit mei dard hota hai:blush:. chalo chalo sab aapna homework karo.

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

**Pait mein kyun dard hota hai :aq:
**

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

pait may dard hota hy
is ki waja b bata dain

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

meri roman urdu kyun kharaab hai =(

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

Flygel khan lein aap :@:

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

Correction:
Pait mein dard hota hai.

is ki waja bhi bata dein.

:phati: pehlay aap proper roman urdu mein baat karien, tou shayed mein sawal ke juwaab ke bare mein sochoon.

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

:smilestar: u fool bataya to hay aap logoon key roman urdu parh kar …

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

yes please, learn from kay :smack:

deciphering your urdu kills me :frusty:

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

i know maza bara ata hy roman urdu ka chalo g shuru kro

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

^ Holy crap.

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

gg

:chai: kya main ne sawal kiya ke aap ki roman urdu itni kharab kyun hai?

Tum tou baat hi nahi karo.Gora na ho to.:emmy:

Correction:
Flygel kha lein aap

Aap doctor hain?:@:

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

same goes here … i also feel difficulty :frusty: aadhe se ziyada posts to sir k uper se aeroplane ki tarah guzar jati hai :bummer:

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

maza bara ata HAI roman urdu ka (COMMA) chalo g shuru KARO.

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

sab se achi urdu yahan mujhe sirf ek hi person ki lagti hai

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

m ki kra k33 kry ga wsy tady avi di tind bari changi a
m shuru kro roman urdu

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

Chal oye. Main koi gora pakora nahi hoon.

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

**

:rotfl: Sahi class li ja rahi hai :cb:
**

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

ab mera name mat lena plz

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

:eek: its cool g

Re: Ao mein aap ko roman urdu sikhaon.

likho
mantonat hatisi ankonat chortorast
chalo