anybody here? some strange things happening :(

Re: anybody here? some strange things happening :frowning:

yes bal ke kahu Fitty mu :emmy:
Mujhy apny nanhiyal main howa aik waqya yad a giya ke aik lerka ghaib hu giya mil nahi raha ta tu ghar walon ko aik molvi ne mashwara diya ke sorat-ul-falaq aur sorat-ul-nas zor zor se perhu ghar maon koi aey bhi tu os se kahu ke perhy jab unhon se aisa kiya teesry din chat per thud ki awaz aai ja ker dekha tu woh para tha. Ose se pocha ke bhei itney din kahan ghaib they kehny lag amujhy aik JIN’ni ne aghwa ker liya tha (shukar hai GAY jin n enahi) Aur patt anahi kahan andhery se main rakha tha roz jin molvi ko le ker ati aur kehti ke mujh se nikah ker ley. Lerka aqalmand tha jis ne kahin se suna tha ke agar Insan jin se shadi ker liy tu bachta nahi woh inkar kerta raha aur achanak soratulfalq and soraunas ki awaz anny lagi aur roshni hoi aur mujhy nahi pata ke main yahan kaisey a gia. Jabhi mujhy yeh bat yad aai tu main ny tumhray aghwa barey shadi honey ka khdsh azahir kiya sachi I am serious:(