tumhay anan paray ga !
kay mayara dil kahata hay
tumhay anan paraya ga
wo apanay darmia jo ak
rista hay piyar ka…
agarcha ab bakee nahi
na pahlee si muhabat
na olfat..na chahat hay
kay tum sab bhool baytay ho
magar may yaad kartee ho
wo waday jo nibahay ki qasam tum khai thee
tum bhool batay ho
magar may yaad kartee ho
may aksar soch tee hoo
kay wo muhabat..wo olfat
wo chahat …wo waday
ak din tum yoo roloay gay
kaytum dina ki sab rasmay thoor
kay ana paray ga,
kay mayara dil kahata hay
tumhay anan paray ga!
diya
dis is a great 1
humm
[QUOTE]
*Originally posted by DesiPrincesz: *
dis is a great 1
[/QUOTE]
thanx
Great work Diya. :k: keep it up.
NahiN ab maiN na aaoN ga
nahiN hooN maiN teray qabil
tum apnay dil ko samjhao
koi dhonday naya sahil
maiN tum ko choR kar aaya
magar dil ab bhi tera hai
khayaloN maiN hamesha ab bhi
meray saath, tera hai
wo rishta pyar ka jo tha
wo pehlay se bhi gehra hai
bhulaya kuch nahiN hooN maiN
muqaddar ka ye phaira hai
teri ulfat teri chahat
ki qeemat jaanta hooN maiN
nahiN hooN maiN teray qabil
ye sach ab maanta hooN maiN
(Black Mamba)
waa
:k:
::thanx
:k:
thanx