**Kia kabhi GS par kissi nay aap ko propose kia ? **![]()
Ya kissi nay line (proper word zahan mein naheen aa raha hay
) marnay key koshish key ? ![]()
Please baghair naam liye batain keonkah hum idhar aman aur shanti chahtay hain ![]()
Note:
Waisay mairay seenay mein ittnay raaz posheeda hain kah agar main naam likhoon to aisay aisay Muaziz logoon kan naam aien gaiay kah nobody ll believe on it :cobra: