Anwar Qureshi ka Daura-E-Saudi Arab

Aik daffa AQ saudiarab mai chehal-qadmi kar rahe thay, aur soch rahe thay kay kya wo waja hai kay wo abhi tak mod nahi bannay.

Achanak do ARBI aapis mai aik doosray ko arbi mai bari bari gaaliaN day rahay thay.

To Anwar Qureshi sahaab paas say guzray aur kaha:

***BHAYOO HAMARAY LIYE BI DUA KARNA . . . ***

Re: Anwar Qureshi ka Daura-E-Saudi Arab

Punjabi stage show sey chori kiya hai na? :D

Re: Anwar Qureshi ka Daura-E-Saudi Arab

no yaar SMS mai aya tha some days ago

Re: Anwar Qureshi ka Daura-E-Saudi Arab

:biggthumb

Re: Anwar Qureshi ka Daura-E-Saudi Arab

I actually liked the joke about anual meeting of Gupshup… now in RF forum :wink:

itnaa such naa bolaa karo kaY jhooT lagnaY laggaY:D

Re: Anwar Qureshi ka Daura-E-Saudi Arab

:D