apne inbox ki safaiee karo bhaiya kiun kachra phelaaya hai jagay jagay moonh main paan daaling aur sipaari zor zor se chabaaing
syapay
Re: Anwar bhai mad
To aur kia ![]()
![]()
Re: Anwar bhai mad
hands her a danda lo danda liyo aur kar diyo inn ki pitaiee..aaj ho hee jaaye ![]()
Re: Anwar bhai mad
han bilkul sahi:mad: aik hath se chorni se paan manging*
Re: Anwar bhai mad
hands her the paan and gives her a danda too
girl power ![]()
Re: Anwar bhai mad
chorni....chal idar dharna de kar beth jain
Re: Anwar bhai mad
Pg altee paltee mar ker bething or **Anwar Pitaaye show dekhing**
Re: Anwar bhai mad
yeah itna ghussa??
waise sehat k ley acha nahi hota... ;)
Re: Anwar bhai mad
ASA - Tambakoo noshi sehat ke lieye muzir hai (wazarat-e-sehat)
Re: Anwar bhai mad
:-|
chota khandan, zindagi asaan (wazarat-e-behbood-e-abadi)
Re: Anwar bhai mad
Bijli bachaieye apnay lieye qoam ke lieye (wapda)
Re: Anwar bhai mad
dil mangay more pepsi
Re: Anwar bhai mad
Kiyun kah yeh DIL ka muamla hay ;)
Re: Anwar bhai mad
Ahcaaaahhhh ji! ![]()
Re: Anwar bhai mad
^Khala is main darrhi khujanay wali konsi baat hay ![]()
Re: Anwar bhai mad
Khujli jo ho rahi hai ![]()
tamam dawaien bachon ke pohonch se door rakhain tabeeyat ziyada kharab ho to doctor se ruju karain
Re: Anwar bhai mad
Tou is ka ilaaj karvain na ..kaheen aisa na ho kah aap ki darrhi hee khatam ho jaey ![]()
Tapparr hay tou Paas kar varna bardasht kar
Re: Anwar bhai mad
budtameez na ho to ![]()
Jalnay walay ka munh kala
Re: Anwar bhai mad
Khala i am not BUDTAMEEZ…i am Baatameez ![]()
Aap ka moun tou peela ho raha hay ![]()
Re: Anwar bhai mad
bilkul akka bowa lag rai ho aisay paan khaatay howay :-p
aur yeh ‘supari’ kiss ki li thi jo khaa gayeen :s
lagta hay aaj Anwaar ki khair nia, aaj har size ka sandle uss ki peeth par print hoga…wow…
mujhay yeh tamasha daikhna hay…
umm… let me take that corner seat…
any one here with some extra pop-corns plz ?