Jo hum sab ka yaar hai, Anwaar hai Anwaar hai…
Jo Cafe ka shaahkaar hai, Anwaar hai Anwaar hai…
Zulmkusha hathyaar hai, Anwaar hai Anwaar hai…
Awaam ka khidmatgaar hai, Anwaar hai Anwaar hai…
Na tootay woh deewaar hai, Anwaar hai Anwaar hai…
Jo har gharhi tayyar hai, Anwaar hai Anwaar hai…
Flooding ka alambardaar hai, Anwaar hai Anwaar hai…
Jo hum sab ko darkaar hai, Anwaar hai Anwaar hai…
VOTE FOR ANWAAR QURESHI!!!