Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

meray pass sava do ka paHara nahen hai :bummer:

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

koi baat nai. mujhey bhi ponay 7 ka pahara nai aata

baqi sub chungga ai

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

baat tau koi nahen …waisay agar mill jata tau :hinna:

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

waisay I guess, Pir Saab tumhaari aahoon kay liye bhi kuch taveez Gunda day saktay hein.

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

is ki aah kay liye gola gunda kaafi hai

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

anything for ya CB. u name te type of taveez and u will get it.

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

ponay dhai ka paharay ko sawa derh say zarb detay hain aur phir likh detay hain.

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

magar baraf ka gola to melt ho jaata hai na

Taup ka gola theek rahey ga for Friendly F

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

THankoo

I need one for PHD
One for a good job
One for kicking a few people out

one for...... well, lets arrange these first and we'll go from there. The 3rd one is more imp.

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

kyun barood zaya karein

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

ab kaaghaz ka gola tu kaam karney say rahaa

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

i like Gola gunda blush

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

Problem Girl, is mein blushnay waali kia baat hai :hmmm:
its just gola gunda
or is it the nick of your “WO”

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

^ ha ha ha ha ....nahi yaar main itnee bhi unromantic nahi kay apnay Woh ko GOla gunda kahoon gee blush

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

ab mujhey kia pataa.
logoon nay pata nai kia kia naam rakhey hotay hain

the most popular one is "array sunyie tu".

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

^hahahahha ..filhal to koi nahi sunnay wala is ley mujhay khud nahi pata log kia kia kehtay hain : P

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

unless it weighs 3 tons and is dropped right on him :slight_smile:

think outside the dabba

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

listens carefully

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

:omg:

3 tons…:sheen: