Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

he told me so himself on the phone and he was making bahanay that masjid is 2.5 miles away.

aray bhai…cafe mein chanda jama kar keh aap ko aik sohrab cycle mangwa detay hain.

sadqa e jarriya ho jaye ga

anyone who wants to contribute to anwar qureshi cycle fund can send $50 to me.

Thank You

Pir Fraudia

PS: AQ I told u I will post this :slight_smile:

Re: Anwaar Qureshi namaz parrhnay naheen jata

y u need it so?

p.s. ur sig :k:

Re: Anwaar Qureshi namaz parrhnay naheen jata

… and you are trying to be rich this way.
chanda jamah kar kay bhaagnay ka plan hai na :wink:

Re: Anwaar Qureshi namaz parrhnay naheen jata

aray bhai, anwaar ki cycle sohrab hai na $50/person contribution ki zaroorat hai. I will personally fly first class to pakistan to buy the cycle and personally bring it back and personally deliver it to Anwaar.

Re: Anwaar Qureshi namaz parrhnay naheen jata

i will donate 50 cents
every cent count

Re: Anwaar Qureshi namaz parrhnay naheen jata

thankyou :smack:

Re: Anwaar Qureshi namaz parrhnay naheen jata

AQ ake samjhdar admi heen

Re: Anwaar Qureshi namaz parrhnay naheen jata

misjid na janay say yeh bat kaysay sabit hoye kay namaz bhi nahi perhtay confused

Re: Anwaar Qureshi namaz parrhnay naheen jata

aray hum pir baba logon ko paisa naheen chahiye (dollar or pound is a diff story)
aray naiki karnay ja rahay hain hum

dekh lo anwaar tumharay dost, tumhari zaraa si madad bhi naheen kar saktay, tumharay or masjid kay beech mein aa rahay hain, kat do naata aisay doston say

Re: Anwaar Qureshi namaz parrhnay naheen jata

I will make contribution
if I am offered a handsome percentage

Re: Anwaar Qureshi namaz parrhnay naheen jata


. . . of? :D

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

haaan mil jaye ga mil jaye ga , fikar nishtaa

Re: Anwaar Qureshi namaz parrhnay naheen jata

u mean

AQ aik samajhdaar aadmi haen.

haan ji iss mein waisay toh koi shak naheen, magar cycle laini zaroori hai

Re: Anwaar Qureshi namaz parrhnay naheen jata

haan haan AQ kat du naataa. torR du saaray GS kay rishtay naatay.
chorR du sub ko.

we aint gonna do anything

Re: Anwaar Qureshi namaz parrhnay naheen jata

shhhhh

:wink:

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

sorry typo tha i meant naara not naata

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

AQ jaldi torou narra :smiley: :omg: ofcourse apna ya pir jee ka :chai:

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

ab kia faaida

jo kehna tha, keh diyaa :faizy:

Re: Anwaar Qureshi namaz parrhnay naheen jata


mirza sahib ki saikel chaley gi :D bohat aachi chalti hai

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

mirza sahib ki cycle par AQ bilkul chacha chakkan lagay ga