Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata

LOL:rotfl:

yaar meri kahaani kaa kachoomar nikaal diyaa aap naY… maiN farmaa rahaa thaa return call from masjid and aap naY tau mujhaY jahannum maiN bhijwaanaY kaa pakka bando bast kar liyaa.. balkaY gawaah bhee cafe saY chunn liye :cb: