Re: Anwaar Qureshi masjid mein namaz parrhnay naheen jata
yaaar bara hi wahiaat jumma guzra hai, accha khasa din ja raha tha and then a emergency at work, calling ppl in 5 diff states to get data. ho gaya kaam. then I talked to anwaar sahab mood theek karnay.
ab bas uss ki aaqbat ki pareshani ki wajah say soh naheen sakta