Anwaar Quraishi..

Aap aaiey - Bahaar aaieee
Warnaa GS par qabrustan jaisi khamooshi taari thee
for the last 2 hours or so :eek:

Welcome :flower1:

Lets Flood :devil:

Re: Anwaar Quraishi..

Qureshi <<< :rolleyes:

Re: Anwaar Quraishi..

^ :hehe: ajj sab ney soch ke rhaka howa ke wo app ka naam syee spell nhai kereyn gey anwar bahi :smiley:

Re: Anwaar Quraishi..

Matric kay sertifikate pay joo spelling likhi hay wohi chalay gi :snooty:

Re: Anwaar Quraishi..

anwaar bhai :rolleyes:

Re: Anwaar Quraishi..

sub kaun:bummer:?

Matric kiyaa hotaa hai :konfused:

Re: Anwaar Quraishi..

Woo hota hay kuch … mujhay bhi theek say yaad nahi aa raha
Mohammad Ali nay buhat kiyaa hay :jhanda:

MAaaaaaaa - tairaa baita imtehaan main paas ho gaya - Maaaaaaaaa

Re: Anwaar Quraishi..

^
woh tau 40 saal tukk paas kartaa rahaa hai :hehe:

Re: Anwaar Quraishi..

dosri thread mey lazy aunty aur james bahi , abhi agey agey deheky kone koen app ke naam uncha kerta hey :hehe:

Re: Anwaar Quraishi..

haan uss kay baad phirr BA paas karnay lagaa thaaa :rotfl:

Re: Anwaar Quraishi..

:eek:

AQ kabb say aunty ban gayeee :crying:

Re: Anwaar Quraishi..

aap bhee ooNchaa kar dau :wink:

buss ussi zamanaY maiN, maiN nay paaNchveeN paas kee thee:blush:

Re: Anwaar Quraishi..

:rotfl: :rotfl:

shouldn’t be is anwar rather than anwaar ?? i just notice it is anwaar. but orginal spelling is anwar or anwaar ???

Re: Anwaar Quraishi..

mey ney to galti mey ker diya :smiley:

Re: Anwaar Quraishi..

oyeeee moulvi jeee , aap yahan aur iss waqt :D

Re: Anwaar Quraishi..

anwaar kaash tum chatti, saatVeen aur AathVeeN bhi paas kar laitay
kam az kam middle paas tu ho jatay :smack:

Re: Anwaar Quraishi..

phir maiN aap saY ziadah paRhaa likha ho jaataa :bummer:.. I can’t do that.. aap buzurg, aap kaa mera bhala kiyaa muqaabilah :blush:

Re: Anwaar Quraishi..

oye i am serious no more molvi .

Re: Anwaar Quraishi..

Jiss isskool say tumhain nikala gaya thaa main wahan ka headmaastar tha :snooty:

Re: Anwaar Quraishi..

no more moulvi :crying: