Here is the last song post by Dilse
oh babez..
na na karta pyar thume sa kar baithe
karna tha ikrar..thumee sa kar baitha
Here is the last song post by Dilse
oh babez..
na na karta pyar thume sa kar baithe
karna tha ikrar..thumee sa kar baitha
aaj madhosh hua jaye re.. mera man, mera man, mera man
sharart karaneko tarasaye re.. mera man, mera man, mera man
Na na kerte kerte iqraar ker liya
O logo ram duhai meiN ne pyaar ker liya
meiN ne pyaar ker liya
dil de diya meiN ne dil le liya
aao mil jaae.n ham suga.ndh aur suman kii tarah
ek ho jaae.n chalo jaan aur badan kii tarah
dil..dilseee...dil to akhir dil hai na
hazoor, is qadar bhi na itarake chaliye
khoole aam anchal na laharake chaliye
ek shahanshaah ne banavaa ke hasI.n taajamahal
saarii duniyaa ko muhabbat kii nishaanii dii hai
isake saaye me sadaa pyaar ke charche ho.nge
khatm jo ho naa sakegii vo kahaanii dii hai
ek shahanshaah ne banavaake ...
dil..dilsee...dil to akhir dil hai na
aaj unse pehli mulaqat hogi
phir amane samane baat hogi
phir goga kya, kya pata kya khabar
phir hoga kya, kya pata kya khabar.
raftaa raftaa vo mere hastii kaa saamaa.n ho gae
pahale jaa.n, phir jaan-e-jaa.n
phir jaan-e-jaanaa ho gae
raftaa...
dil..dilseee..dil hai ka manta nahi
Yehi woh jagah hai, yehi woh fiza hain
jahan par kabhi aap humse mile the
inhe ham bhala bhool jaye bhi kaise
yahin par kabhi aap humse mile the.
ye daulat bhii le lo, ye shoharat bhii le lo
bhale chhiin lo mujhase merii javaanii
magar mujhako lauTaa do bachapan kaa saavan
vo kaagaz kii kashtii, vo baarish kaa paanii
dil..dilsee..dil hai ka manta hee nahi
in ankhon ki masti ke mastane hazaron hain
mastane hazaron hain.
in ankhon se wabasta deewane hazaron hain
deewane hazaron hain.
yeh mera diwanapan hain
ya mohobbat ka junoon
tu na pehchane to hain yeh
teri nazaron ka kusoor
Raat kali ik khawab mein aaie
aur galei kaa haar huwee
sbho ko jab hum neend sei jaagai
aankh unheeen sei chaar huwee
ek din aap yun hum ko mil jain gay
phool hi phool rahon main khil jain gay
main nay socha na tha...
ek din zindagi itni ho gi haseen
jhoome ga aasman gaay gi ye zameen
main ne socha na tha....
take care.
ab sochlo deir itne naheen huwee
phir na kehna ka hum ko khabar nahee huwee
For arshia ;)
lol...... :) :) :) :) :)
waisay yaar shafiq mujh ko sochnay ka shoq nahi hai.
take care.
... ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa
ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa, jaise
khilataa gulaab, jaise
shaayar kaa khvaab, jaise
ujalii kiran, jaise
ban me.n hiran, jaise
chaa.Ndanii raat, jaise
naramii baat, jaise
mandir me.n ho ek jalataa diyaa, ho!
o... ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa!
ho, ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa
ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa, jaise
subah kaa ruup, jaise
saradii kii dhuup, jaise
vINaa kii taan, jaise
ra.Ngo.n kii jaan, jaise
balakhaaye.n bel, jaise
laharo.n kaa khel, jaise
khushabuu liye aaye Tha.nDii havaa, ho!
o... ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa!
ho, ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa
ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa, jaise
naachataa mor, jaise
resham kii Dor, jaise
pariyo.n kaa raag, jaise
sandal kii aag, jaise
solah shrR^i.ngaar, jaise
ras kii phuhaar, jaise
aahistaa aahistaa ba.Dhataa nashaa, ho!
o... ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa!
ek la.Dakii ko dekhaa to aisaa lagaa!
DIL..DILSEE....DIL HAI KA MANTA NAHEE
aap ki ankho mein kuch mehake huye yeh khwab hain
aap ki khamoshiyan hi aap ki aawaaz hain
Antakshiri SUXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXX XXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXXX................
PakJunooni ka Nara :) Pak Hamara Tumhara
[This message has been edited by PakJunooni (edited October 04, 1999).]
Nahin saamne.......
Nahin saamne ye alag baat hai
MeRe pAAs hai tu mere paas hai
MeRe paaS hai...
Tera naaM main ne liya hai Yahan
Mujhe Yaad tu ne kiya hai Yahan
Bare zor ki aaj Barsaat hai
Bare zor ki aaj Barsaat hai
mere paas hai tu mere paas hai.......
take care.