Lets play Antaakshri!
I’ll sing a song, and the next person sings a song starting from the alphabet where my song ended.
here we go!
Lets play Antaakshri!
I’ll sing a song, and the next person sings a song starting from the alphabet where my song ended.
here we go!
chori chori jab nazrain milee
chori chori phir neendain uree
choree choree yeh dil nay kahaa
chori main hee hai mazaa.
Aajaa aajaa mei(n) hu(n) pyaar teraa
Allah Allah inkaar teraa, ho
Aajaa, a..a.. Aaja, ab tow aa..
(ended on teh same syllable eh?)
Aap ki nazroan nay samjha
Peyaar kay kabil mujhay
Jee hamay manzoor hai
Aap ka ye faislaa
Oops! again "aa"
ai dil kisee kee yaad main,
hota hai baykaraar kyoon?
jis nay bhulaa diyaa tumhain,
us ka hai intezaar kyoon?
naraaz tum, naraaz hum,
kaisay mitain gee phir dooriaan,
tum muntezer, hum baykhabar,
dono kee hain mujbooriaan.
(Arey bhai aaj tow kuch mazey mazey ke gaaney yaad aa rahe(n) hei(n) :), like the above and now : )
Na na kartey pyaar tunhee se karr baithey,
Karna thaa inkaar, magar ikraar tumhi sey kar baithey.
yeh meraa deewaanaa pun hai,
yaa muhabbat ka saroor,
too na pehchaanay to hai yeh,
teri nazron ka kasoor!
raah main un se,
mulaakaat ho gayee,
jis say dartay thay,
wohee baat ho gayee!
yeh shaam mastaani
madhosh kiyay jayey
mujhey dor koi kheenchay
teri aor liyey jayey: :)
yeh dil, na hotaa baychara,
kadam na hotay awaara,
jo khoobsurat koi apna,
hamsafar hotaa!
aawaara hoon,
aawaara hoon,
ya gurdish main hoon aasmaan ka tara hoon,
aawaara hoon!
Ooops!! Shiraarty ji kay post ko respond kiya and when I submitted, I see a new one!!!
Ab keya misaal doon
Mai tumharay shabaab ki
Insaan ban gayee hai kiran
Mahtaab kee
Chehray may ghulgaya hai
Haseen chandni ka noor
Aankhon may hai chaman ki
Jawaraat ka saroor
Gardan hai ik jhuki hui
Daali, daali, gulaab ki
Ab keya misaal doon
Mai tumharay shabaab ki
(Rafi ji for AARTI)
[This message has been edited by Rubiya Nur (edited 10-10-98).]
yeh jo halka halka saroor hai
yeh teri aankhon ka qasoor hai
i think i ruined nusrat's qawali
anyway sharaarty tu lagada hai kay sony tv bara wekhda hain: :)
yeh dunyaa,
yeh mehfil,
mere kaam kee nahee,
mere kaam kee nahee
yeh dunyaa,
yeh mehfil,
mere kaam kee nahee,
mere kaam kee nahee
Okay I'm gonna call off the night for myself. Almost 1:00 am here my time. Before I go here is my piece :
Nahi(n) yeh ho nahi(n) saktaa, keh teri yaad naa aye
binaa terey kahi(n) bhi dil, meraa abb chain naa paye
Tujhey bhoolney se pehley, meri jaan chali jaaye
(acchaa tow hum chaltei(n) hei(n) :))
(kall job se aa karr ho gee phir kyaa : Gupp Shupp)
oye!!!
you ran away at 1 am??? hey thats not fair... i stayed up all night, and morning, and its 10 am in pakistan right now!!
anyways, i'll call off the night(haha!!) for myself too!
yeh mosam kaa jadu hai mitwaa,
na ab dil pay kaabu hai mitwaa,
nainaa jis main kho gaye,
deewaanay say ho gaye,
nazaara woh hur soo hai mitwaa.
aaye ho meri zindagi mei(n) tum bahaar ban key
Merey dil mei(n) yu(n) hi rehnaa, tum pyaar pyaar ban key.
yeh jeewan hai
iss jeewan ka
yehi hai yehi hai
rang o roop
thoray ghum hain thoree khushian
yehi hai yehi hai
chao-on dhoop!
MahaRaja(on a sad note)