Antaakshiri - LXIV

neela aasman so gaya....
neela aasman so gayaaaaaaaaaaaaaa

ga mere manwa
gata ja ray
jana re humka durrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr

duur kaheen jaab din dhal jaya..
sanj ki dhulan badaan churay
chupkay sey aya..

ankh hi na royi hai
dil bhi tere pyar mai roya hai
hum ne teri khatir
Sajnaaaaaaaaaa
humne teri khatir
apnaaaaa.........
chain sakoon bhi khoya hai

Hum bewafa hargiz na they par hum wafa kar na sakey
Humko mili uski saza hum jo khata kar na sakey

yaaro yahi dosti hai
qismat sey jo mili hai

Hothon se choo lo tum mera geet amar kar do
ban jao meet mere meri preet amar kar do.

dil ney yeh kaha hai dil se
mohabbat ho gai hai tum se
meri jaan merey dilbar
mera aitebaar kar lo
jitna beyqarar hun mein
khud ko beyqarar kar lo
meri dharkanon ko samjho
tum bhi mujh se piyaar kar lo:blush:

Likha hai yeh in hawaon pe
likha hai yeh in ghataon pe
tu hai mere liye , mainhoon tere liye..

"laam"

loye loye
aja mahi aja mahi

mera dil bhi kitna pagal hai yeh pyaar tu tumsay karta hai
per saamnay jub tum atay ho kuch bhi kehnay se darta hai
saajan saajan o mere saajan...

"seen"

saun di chari
ni lagi saun di chari
mai v zara khotay
tu v chaat te chari

my favorite Hemant - Lata song..

chhupaa lo yuuN dil men pyaar meraa
ke jaise mandir men lau diye kii

tum apane charaNon men rakh lo mujhako
tumhaare charaNon kaa phuul huuN main
main sar jhukaae khaDii huuN priyatam

ke jaise mandir me.n lau diye kii

ye sach hai jiinaa thaa paap tum bin
ye paap maine kiyaa hai ab tak
magar hai man men chhavi tumhaarii
ke jaise mandir men lau diye kii

phir aag birahaa kii mat lagaanaa
ke jalake main raakh ho chukii huuN
ye raakh maathe pe maine rakh lii
ke jaise mandir men lau diye kii

koi kehe kheta rahe
jitna bhi hum ko dewana
hum logo ki thokar mai hai
yeh zamanaaaaaaa

Artist: Junoon

zamaane ke andaaz badle gae
nayaa raag hai, saaz badle gae

khirad ko Gulaamii se aazaad kar
jawaanoN ko piiroN ka ustaad kar

jigar se wahii tiir phir paar kar
tamannaa ko siinoN meN be daar kar

jawaanoN ko soz-e jigar baksh de
meraa ishq, meri nazar baksh de

pilaa de mujhe vo mae-e parda-soz
ke aatii nahiiN fasl-e gul roz roz

vo mae jis se raushan zamiir-e hayaat
vo mae jis se hae mastii-e kaainaat

kabhi tho tumko yaad ayagi
woh baharay woh sumah
jhookay jhookay baadalon key neechay
milay they hum tum yaha kaha

bewaafa oh bewafaaaaaaaaaaaaa

Bade be-murawwat hain ye husn wale
kahin dil lagane ki koshish na karna
bade be murawwat hain.

huzar rahay guzar ey dekhy
har raha sey awaz yeh ayee
bara wafa se nibahee tumnay humary thori si yeh bewafaiiiiii

Bahaaro ne mera chaman lootkar
Khizaan ko ye ilzaam kyu de diya
Kisine chalo dushmani kee magar
Isse dosti naam kyu de diya
Bahaaro ne mera chaman lootkar…

Lara lappa lara lappa lai rakh da
adhi chappa adhi chappa chai rakh da

O.. dekar jhoote waade
Lara lappa lara lappa lai rakh da