Antaakshiri - LXIV

Rules:

The song should start with the first letter of the last word of the song in the previous reply.

nahi hona tha nahi hona tha
lekin ho gayaa
ho gaya hai mujhay pyaar

'p'

piya piya o piya piya..
na janay kyoon dil darkhay gari ghari yeh kyoon tharpay
p bedardi tunay isko dard yeh kaisa diya...

dil ne yeh kha hai dil se
mohbat hogai hai tumse

thora jiya muzic noon dey dey oo punjabi touch
nach majajan nach majajan nach majajan nach
pawein angrezi tey pawein dey punjabi touch
nach majajan nach majajan nach majajan nach

'n'

[QUOTE]
*Originally posted by Truth_Is_Beauty: *

'n'
[/QUOTE]

Na Tum Jano Na Hum :p

Next Word M

next word is 'H' pakistani tiger, according to the rules,

anyway

humari saansoun mein aaj tak woh hina
ki khushboo mehak rahi hai.........

hum tum hongay badal hoga
rus mai sara jungle hoga
hum tum....

tumhaara aur mera naaaaaam
jungle meiN darkhtoooN perrrrrrr
kahiN likha hua hay tummmmm
kabhi jaa ke mitaa aao...

"A"

[QUOTE]
*Originally posted by coolmunda_2000: *
next word is 'H' pakistani tiger, according to the rules,

[/quote]

Yeah whatever!

Ankh Hi Na Roi Hai
Dil Bhi Tere Pyar Mai Roya
Hum Ne Teri Khatir Apna
Sajnaanaaaaaaa....
Hum Ne Teri Khatir
Chain Sakun Bhi Khoya Hai

ham they jin key saharey
wo howey na hamarey
dobi jab dil ki naiya
samney they kinarey

Kaash koi mujh koo samjhaataaaaa
Mairee samajh main kuch nahin aataaaaa :mudhosh:

aab samjhaye kia hoot, jab phajja cherh gaya ghori :stuck_out_tongue:

Rab Rakha

DerVaisH

app jaisa koi
meri zindagi may aye
tou baat ban jaye

ja ja key kahan minnatein faryad karo gey
lo ham nein tumhein dil diya kiya yaad karo gey;)

Ga raha hoon iss mehfil main aap ki mohabbat hai
aaj hoon main jo kuch bhi woh aap ki inayat hai
aap ki inaayat hai

"hey"

Habibi Haiya Haiya
Habibi Haiya Haiya
Naqab Jab Uthaya
Shabab Rung Laya
Zamana Dagmagya

dum dum de de dumm dum

saath rahen ge janam janam

Jub geet hawaon nay gaaye tum yaad aaye
jub khushbu ke baadal chhaaye tum yaad aaye

just love this song :)
"alif"