Antaakshiri LX

Movie: Mann

Mera Mann, Kyun Tumhen Chaahe, Mera Mann
Na Jaane, Judh Gaya Kaise, Yeh Bandhan
Kaisi Ye Deewaangi, Kaisa Ye, Deewaana Pann
Mera Mann...

Maein Deewani Bangayi, Tum Ne Aisa Kya Kiya
Meri Neenden Loot Li, Chain Bhi Mera Liya
Mera Dil Meri Jaan Ho, Tum Abhi Naadan Ho
Ishq Se Anjaan Ho
Mera Mann...

Pyar Kehte Hain Kise, Hota Hai Ye Dard Kya
Aaj Pehli Baar Yeh, Maine Jaana Dil Ruba
Jaagi Jaagi So Gayi, Kis Jahan Mein Kho Gayi
Kya Se Kya Maein Hogayi
Mera Mann...


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*

meri yaad main tum na ansoo bahana
na gee ko jalana mujhay bhool jana
samjana k tha ik sapna suhana wo guzar zamana
mujhay bhool jana meri yaad main tum..

juda meri manzil juda teri rahain
milain ghi a ab teri meri nighahian
mujhay teri dunia se hahi door jana

ye ro ro k kahta hai toota huwa dil
nahi hoon main teri mohabat k qabil
mera naam taak apnay lub pe na lana
na gee ko jalana mujhay bhool jana

meri yaad main tum na ansoo bahana
na gee ko jalana mujhay bhool jana


~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~

Jeeyen to jeeyen kaise bin aapke
Lagta nahin dil kahin bin aapke

Kaise kahoon bina tere zindagi ye kya hogi
Jaise koi saza koi badd-dua hogi

Maine kiya hai ye faisla
Jeena nahin hai tere bina
Jeeyen to jeeyen kaise bin aapke
Jeeyen to jeeyen kaise bin aapke
Lagta nahin dil kahin bin aapke
Jeeyen to jeeyen kaise bin aapke
Jeeyen to jeeyen kaise bin aapke

'A'


Verily in the remembrance of Allah do hearts find rest ~ Holy Quran XIII.28

aaya hay mujhay phir yaad voh zaalim
guzra zamaana bachpan kaa
hayay ray akailay chorr kay jaana
aur na aana bachpan kaa

voh khail voh saathee voh jhoolay
voh dorr kay kahna aa choo lay
hum aaj talak bhee naa bhoolay
voh khaab suhana bachpan kaa

iss kee sub koa pehchaan naheen
yeh doa din ka mehmaan naheen
mushkil hay bohat aasaan naheen
yeh, pyaar bhulaana bachpan kaa

mil kar royain faryaad karin
unn beetain dinoan kee yaad karain
aay kaash kaheen mil jayay koyee
jo meet puraana bachpan kaa

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif


There is No Spoon

[This message has been edited by PakistaniAbroad (edited March 14, 2002).]

khiltey gul yahan khil k bikhrnay ko
miltey hain dil yahan mil k bicharnay ko

oo khiltey

kal rahay na rahay moasam ye payar ka
kal rukay na rukay dola bahar ka
chaar pal milay jo aj payar main guzar day
khiltey gul yahan khil k bikhrnay ko

o o ooooho ho aaa
jheelon k honton per megha ka raag hahi
phoolon k seenay main thandi thandi aag hai
dil k aynay main tu ye saman utaar day

payasa hai dil sanam payasi ye raat hai
hoonton main dabi dabi koi meethi baat hai
in lamhoon pe aj tu har khushi nisaar day
khiltey gul yahan khil k bikhrnay ko

miltey hain dil yahan mil k bicharnay ko


~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~

kon hay joa sapnoan main aya
kon hay joa dil main samaya
lo jhuk gaya aasman bhee
ishq maira rang laya

O Preyaaaaaaaa
O Preyaaaaaaaa

zindagee kay her ik morr pay mein
geet gata chala jaa raha hoon
bekhudi ka yeh alam na poocho
manziloan say barrha ja raha hoon
manziloan say barrha ja raha hoon

..

suj gayeen aaj saaree deshayain
khul gayeen aaj jannat kee rahain
husn jab say maira hoa gaya hay
mujh pay parrtee hain sub kee nigahain
mujh pay parrtee hain sub kee nigahain

...

jism koa maut aatee hay laikin
rooh koa maut aatee naheen hay
ishq roshan hay roshan rahay gaa
roshnee iss kee jaatee naheen hay
roshnee iss kee jaatee naheen hay

kon hay joa sapnoan main aya
kon hay joa dil main samaya
lo jhuk gaya aasman bhee
ishq maira rang laya

O Preyaaaaaa
O Preyaaaaaa

P


There is No Spoon

Movie: Abhimaan

Piya Bina ... Piya Bina Piya Bina, Basiya
Baaje Na Baaje Na Baaje Na, Piya Bina ...

Piya Aise Ruthe, Ke Honthon Se Mere, Sangeet Ruutha
Kabhi Jab Main Gaaun, Lage Mere Man Kaa, Har Git Jhootha
Aise Bichhade, Ho ... Aise Bichhade Mose Rasiya
Piya Bina ... Piya Bina Piya Bina, Basiya
Baaje Na Baaje Na Baaje Na, Piya Bina ...

Tumhaari Sada Bin, Nahin Ek Suni, Mori Nagariya
Ke Chup Hai Papiha, Mayur Bol Bhule, Ban Me Saanvariya
Din Hai Suuna, Aa ... Din Hai Suuna Suni Ratiya
Piya Bina ... Piya Bina Piya Bina, Basiya
Baje Na Baje Na Baje Na, Piya Bina ...


“WheRe iS tHe **JusTice oF **PoliTical **PowEr iF iT eXecutes tHe murdErer and jAils the plUndeRer, And thEn itSelf marcheS* upon neighb*Oring laNds, kilLIng **ThousanDs anD **PillaGing tHe veRy **Hills *?!** ”
*

Bolay choriyan Bolay kangana
Hai may hu gai teri Saajna
Teray bin jee nai o lagda
Maytey mer gai aaaaaan
Layga Layga Dil Layga Layga
Layga Layga Sonyay Layga Layga
Dil Layga Layga

laga chunri main daag chopaoon kesay
chunri main daag chopaoon kesay
ghar jaaoon kesay

ho gaye maili mori chunaria
koray badan se kori chunaria
ja k babul se najrain milaon kesay
ghar jaoon kesay laga chunri main daag

bhool gaye sab vachan bida k
kho gaye main susral main a k
ja k babul se najrain miloon kesay
ghar jaoon kesay

laga chunri main daag chopaoon kesay
chunri main daag chopaoon kesay
ghaar jaon kesay

o re chunaria atma mori mail hai maya jaal
wo dunia morey babul ka ghar ye dunia susral

ja k babul se najrain miloon kesay
ghar jaoon kesay


~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~

Kuch Aisa Jahan Hum Banaye
Jahan Pehla Ho Har Woh Nazara
Kuch Aisa Jahan Hum Banaye
Jahan Pehla Ho Har Woh Nazara
Pehla Saawan Ka Badal Pehla Lehraata Aanchal
Pehla Baawra Woh Pagal Jahan Pehla Pyaar Ho
Kuch Aisa Jahan Hum Banaye
Jahan Pehla Ho Har Woh Nazara
Kuch Aisa Jahan Hum Banaye
Jahan Pehla Ho Har Woh Nazara
Pehla Saawan Ka Badal Pehla Lehraata Aanchal
Pehla Baawra Woh Pagal Jahan Pehla Pyaar Ho


This Thread Has Been Blessed By "The Madness"...

"May The Madness Be Upon You!!!"

new thread

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


If I’m dreaming, never let me wake. If I’m awake, never let me sleep.