Do dil mil rahe hai
Do dil mil rahe hai, magar chupke chupke
Sab ko ho rahi hai, haan sab ko ho rahi hai
Khabar chupke chupke
Saanson mein barri beqaraari
Aankhon mein kayi rat jage
Kabhi kahin lag jaaye dil to
Kahin phir dil naa lage
Apna dil main zara thaam loon
Jadoo ka main isse naam doon
Jadoo kar raha hai jadoo kar raha hai
Asar chupke chupke
Aise bhole bankar hai baithe
Jaise koi baat nahin
Sab kuch nazar aa raha hai
Din hai yeh raat nahin
Kya hai kuch bhi nahin hai agar
Honton pe hai khamoshi magar
Baatein kar rahi hai, baatein kar rahi hai
Nazar chupke chupke
Kahin aag lagne se pehle
Uthtaa hai aisa dhuaan
Jaisa hai idhar ka nazaara
Vaisa hi udhar ka samaa
Dil mein kaisi kasak si jagi
Dono jaanib barabar lagi
Dekho to idhar se, dekho to idhar se
Udhar chupke chupke
Verily in the remembrance of Allah do hearts find rest ~ Holy Quran XIII.28
Since no one is responding, thought I might as well post again:-P Sorry if this isn't allowed; this is one of my favourite songs:
chaudaviin kaa chaand ho, yaa aafataab ho
jo bhii ho tum khudaa ki qasam, laajavaab ho
zulfen hain jaise kaandhe pe baadal jhuke hue
aankhen hain jaise may ke payaale bhare hue
mastii hai jisame pyaar kii tum, vo sharaab ho
cheharaa hai jaise jhiil me khilataa huaa kanval
yaa zindagii ke saaj pe chhedii huii gazal
jaane bahaar tum kisii shaayar kaa khwuaab ho
hothon pe khelatii hain tabassum kii bijaliyaan
sazade tumhaarii raah men karatii hain kaikashaan
duniyaa-e-husn-o-ishq kaa tum hii shabaab ho
chaudaviin kaa chaand ho, yaa aafataab ho
Kya Kehna Mere Sher Ka Kya Kehna Mere Yaar Ka
Kya Kehna Mere Sher Ka Kya Kehna Mere Yaar Ka
Kad Lamba De Seena Chauda Tu Hai Lambi Race Ka Goda
Oh Saara Shaher Mujhe Hero Bulaaye Munna Bhai Tu Samne Aaye
Vaat Lag Jaaye Meri Tu Sar Pe Khada Ho Jaye Khaat Lag Jaaye Meri
Hum Botal Kholta Hai Aaye Kya Bolta Hai
Aiyla Sala Piya Humne Tu Kaun Dolta Hai
Sab Humse Darrta Hum Tumse Darta Hai
Pyaar Tume Karta Hai Hum Tum Pe Marta Hai
Ai Ga Ai Ga Ai Ga Ai Ga Ai Ga
Josh Aaye To Hosh Aa Jaye
Oh Munna Bhai Tu Saamne Aaye Vaat Lag Jaaye Meri
Tu Sar Pe Khada Ho Jaye Khaat Lag Jaaye Meri
Tujhe Maine Aashiq Banaya Aashiq Banaya
Ishq Karne Tu Mere Ghar Aare Mere Ghar Aaya
Chal Hogi Chal Hogi Dosti Double Hogi
Mushkil Hal Hogi Jup Chup Gul Hogi
Ai Ga Ai Ga Ai Ga Ai Ga Ai Ga
Oh Baath Ander Ki Baher Na Jaaye
Wife Mujhko Agar Mil Jaaye To Life Banjaye Meri
Oh Munna Bhai Tu Saamne Aaye Vaat Lag Jaaye Meri
Tu Sar Pe Khada Ho Jaye Khaat Lag Jaaye Meri
“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*
Mubaarak ho tumko yeh shaadi tumhaari
Sada khush raho tum dua hai hamaari
Tumhaare liye hai bahaaron ke mausam
Na aaye kabhi zindagi mein koi gham
Hamaara hai kya yaar hum hai deewane
Hamaari tadap to koi bhi na jaane
jaane kiyon log pyaar karte hain
jaane kiyon wo kisi pe marte hain
jaane kiyon log pyaar karte hain
jaane kiyon wo kisi pe marte hain
jaane kiyon
jaane kiyon
jaane kiyon
jaane kiyon
pyaar mein sochiye to bass ghum hai
pyaar mein jo sitam bhi ho kam hai
pyaar mein sarr jhukana parta hai
dard mein muskurana parta hai
zehar kiyon zindagi mein bharte hain
jaane kiyon
jaane kiyon
O meray dil k chain O meray dil k chain
chain aiey meray dil ko dua kijaiy
apna he saya dekh k tum
jaan-e-jahan sharma gaye
abhi tu ye pahli manzil hai
tum tu abhi se ghabra gaye
mera kia ho gha socho tu zara
hi ay dil ahain bhra kijiay
O meray dil k chain
ap ka arman ap ak naam
mera tarna aur nahi
in jhukti palkoon k siwa
dil ka thikana aur nahi
jachta he nahi ankhon main koi
dil tum ko he chahay tu kai kijiey
yu tu akela be aksar
gir k sambhal sakta hon main
tum jo pakar lo hath mera
dunia badal sakta hon main
manga hai tumain dunia k leay
ab khud he sanam faisala kijaiy
O meray dil k chain
chain aiey meray dil ko dua kijiey
~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~
Koyi Kahe Kehta Rahe
Kitna Bhi Humko Deewana
Koyi Kahe Kehta Rahe
Kitna Bhi Humko Deewana
Hum Logo Ki Thokar Mein Hain Yeh Zamana
Jab Saaz Hai Awaaz Hai
Phir Kis Liye Hichkichana
Jab Saaz Hai Awaaz Hai
Phir Kis Liye Hichkichana
Oh Gaayenge Hum Apne Dilo Ka Tarana
Bigde Duniya Bigadne Bhi Do
Jhagde Duniya Jhagadne Bhi Do
Lade Yeh Duniya Ladne Bhi Do
Hum Apni Dhun Mein Gaaon
Duniya Roothe Rooth Ne Do
Bandhan Toote Tut Ne Do
Koyi Chute Chut Ne Do
Na Gabhrao
Hum Hai Naye
Andaz Kyon Ho Purana
Hum Hai Naye
Andaz Kyon Ho Purana
Pehli Pehli Baar Hai Dil Bekaraar Hai
Pehli Pehli Baar Hai Dil Bekaraar Hai
Chaane Lagi Bekhudi Kaisa Yeh Khumaar Hai
Ay Dil Mujhko Bata Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Yehi Pyaar Hai
Pehli Pehli Baar Hai Dil Bekaraar Hai
Chaane Lagi Bekhudi Kaisa Yeh Khumaar Hai
Ay Dil Mujhko Bata Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Yehi Pyaar Hai
Armaan Koyi Dhadkan Mein Hai
Mehman Dil Ke Darpan Mein Hai
Chaane Lagi Hai Ab Mastiyaan
Khushboo Kisi Ki Tan Man Mein Hai
Raaton Ki Neende Udne Lagi
Aur Chain Din Ka Jaane Laga
Jaadoo Sa Chalne Laga Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Yehi Pyaar Hai
Pehli Pehli Baar Hai Dil Bekaraar Hai
Kuch Na Kah Gaye Hoton Se Hum
Baatein Karenge Aankhon Se Hum
Na Mehsoos Karlo Saasein Meri
Baatein Karenge Saason Se Hum
Ab Kya Karenge Labzo Ka Hum
Mujhko To Aisa Lagne Laga
Dhadkan Ne Meri Kaha Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Yehi Pyaar Hai
Pehli Pehli Baar Hai Dil Bekaraar Hai
Chaane Lagi Bekhudi Kaisa Yeh Khumaar Hai
Ay Dil Mujhko Bata Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Yehi Pyaar Hai
*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*
her koyee chahta hay ik muthee aasman
her koyee dhoondhta hay ik muthee aasmaan
joa seenay say laga lay voh aisa ik jahaan
her koyee dhoondhta hay ik muthee aasmaan
aaaaaaa ja sanam madhur chandi meen
hum tum miley tu weranoon meen bhee aa jayee geee bahaaar
jhoomney lagey ga aasamaan
kehta hay dil
aur machalta hay dil
mayreey sajan lay chal mujhey taroon k paar
lagta nahee hay dil yahaan
lagta nahee hay dil yahaan
likhe jo khat tujhe
wo terii yaad mein
hazaaron rang ke
nazaare ban gaye
saveraa jab huaa
to phuul ban gaye
jo raat aaii to
sitaare ban gaye
koii nagamaa kahiin guunjaa, kahaa dil ne ke tuu aaii
kahiin chatakii kalii koii, mainn ye samajhaa tuu sharamaaii
koii kushabuu kahiin bikarii, lagaa ye zulf laharaaii
fizaa rangiin adaa rangiin, ye ithalaanaa ye sharamaanaa
ye angadaaii ye tanahaaii, ye tarasaa kar chale jaanaa
banaa de naa kahiin mujhako, javaan jaaduu ye diivaanaa
jahaan tuu hai vahaan main huun, mere dil kii tuu dharrkan hai
musaafir main tuu manzil hai, main pyaasaa huun tuu saavan hai
merii duniyaa ye nazaren hain, merii jannat ye daaman hai
likhe jo khat tujhe
wo terii yaad mein
hazaaron rang ke
nazaare ban gaye