Antaakshari XXXIII

here is the last songs post from the last antaakshari thread:

same rules…new song has to start from the FIRST letter of the LAST word of the previous song…i.e. in the song above, the last word is “kaisey” so the new song has to start with “K”

enjoy

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

kiya hai pyaar jisse humne zindagi ki tarah
wo ashna bhi mila humse ajnabi ki tarah...

kiya hai pyaar jisse humne zindagi ki tarah
wo ashna bhi mila humse ajnabi ki tarah...

barha k pyaas meri uss ne haath chor diya
barha k pyaas meri uss ne haath chor diya
wo kar raha tha murawat bhi dilagi ki tarah...

sigh

Tu meri zindagi hai
Tu meri har khushi hai

tuhi piyaar tuhi chaahat tuhi aashqui hai

tu meri zindagi hai
tu meri har khushi hai

pehli muhabbat ka ehsaas hai tu,
bujh ke jo bujh na pai wo piyaas hai tu
tuhi meri pehli khawaish tuhi aakhri hai

tu meri Zindagi hai
tu meri har khushi hai

har Zakham Dil ak tujhe Dil se Dua de
Khushiyaan tujhe Ghamm sare mujhko khudda de
tujhko na bhulla pai meri bebassi hai

tu meri Zindagi hai
tu meri har khushi hai

tu meri zindagi hai

why do i alwayz end up with “H”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

i pass…ehehe


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

DM: try J

Hai mera dil tu leja leja
Hai meri jaan tu leja leja

Yeh faisla dil ka mushkil se hota hai
Mera yaar kyoon meri baat maane na

Hai mera dil tu leja leja
Hai mera jaan tu leja leja

Yeh faisla dil ka mushkil se hota hai
Mera yaar kyoon meri baat maane na

Hai mera dil tu leja leja

Mausam kare chhedkhaani agar
Kaise bhalaa koi bache

Khushboo jaise maheke maheke
Hum dono hai baheke baheke
Mera hosh le liya tune jaane jaana

"J"

[This message has been edited by Sofina (edited April 30, 2001).]

i’ll pass this one onto DM

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

dm…let me help u brother

jalta hai badan
jalta hai badan
jalta hai badan
jalta hai badan
hooooo hoooooooooo hooooooo
hai jalta hai badan

peyas bharhate haiii
peyas bharhate hai
sare-e-sham se
jalta hai badan
ishq se khe do
ke le aye kahee se sawan
peyas baharate hai
sar-e-sam se
jalta hai badan

jane kab raat dhale
subho tak kuan jale
dor par dor jale
ao lag jao gale
tum ho sene ke jalan
peyas barhate hai
sare sham se jalta hai badan

jalta hai badan

“B”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

bheegi bheegi raatooN maiN
phir tum aao naa
aisi barsaatooN maiN
aao naa

"N"


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

nimboda, nimboda, nimboda...
arre kaacha kaacha chota chota nimboda laaye do...

arre laaye do, laaye do, laaye do, ...
jaa khet saherya ja nimboda laaye do....


*When u love someone draw a circle around their names instead of a heart because hearts can be broken but circles never end. *

Do dil mil rahey hein..
magar chupkay chupkay..
sub ko horahi hai khaber
chupkay chupkay

"c"


^-People Make Mistakes.. I Make Un-Avoidable Errors-^

Chori, chori sapnoo mein aata hai koi...
saari, saari raat jagata hai koi...

dil mera dil bekarar ho gaya...
aisa lagta hai mujhay pyar ho gaya...

"G"


*When u love someone draw a circle around their names instead of a heart because hearts can be broken but circles never end. *

Gairo.n pe karam apano.n pe sitam, ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar
rahane de abhii tho.Daa saa dharam, ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar
ye zulm na kar
Gairo.n pe karam ...

Gairon ke thirakate shaanon par, ye haath gaNvaaraa kaise karen
har baat ganvaaraa hai lekin, ye baat ganvaaraa kaise karen
ye baat ganvaaraa kaise karen
mar jaaenge ham, miT jaaenge ham
ai jaan-e-vafaa ye zulm na kar, ye zulm na kar

"K"

Kahin pyaar na ho jaaye
Pyaar na ho jaaye

Ae dil bataa yeh tujhe kya hua
Tu hai kyoon beqaraar itnaa
Kahin pyaar na ho jaaye

Ae dil bataa yeh tujhe kya hua
Tu hai kyoon beqaraar itnaa
Kahin pyaar na ho jaaye

Jee chaahe jee bhar ke chaahoon usse main
Chaahat ka mausam na beete kabhi
Uske khayaalon mein khoya rahoon main
Manzil mujhe to milegi vahi
Yeh hai aitbaar dil ki pukar, sun mere yaar ho

Kahin pyaar na ho jaaye

jab chali thandi hawa
jab uthi kaali ghata
mujh ko ay jane wafa
tum yaad aaye

zindagi ki daastaaN
chaahe kitni ho haseeN
bin tumhaare kuchh nahiN
bin tumhaare kuchh nahiN

kyaa mazaa aataa sanam
aaj bhuule se kahiN
tum bhii aajaate yahiN
tum bhii aajaate yahiN

ye bahaareN ye fizaa
dekhakar o dilarubaa
jaane kyaa dil ko huaa
tum yaad aaye

"A"

Aye mere humsafar ek zarra intezaar
sun sadayen de raheen hain manzil pyar ki

"K"

kitne bechan ho ke tum se mile
tum ko kia the kibar the me
kitne akele
ahaaaaaaaaaaaaaaaaaa haaaaaaa

kitna behcan ho ke tum se mila
tum ko kia the kibar tha me
kitna akela
ahaaaaaaaaaaa haaaaaaaaa

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

love that song

“A”

AankhaiN khuli hooN ya hooN band
deedar un ka hota hay
kaisa kahooN maiN oo yaara
ye pyaar kaisay hotay hay…

“H”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

(i know, i’m mean

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

)


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

ham ko hame se chura lo
dil me kahe tum chupa lo
ham akele kho na jaye
door tum se ho na jaye
pas ao gale se laga lo

dm beta this is my favorite song.. your dada ji loved it ;sighhhhh: ‘now he is gone with the wind’

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

‘L’

likhe jo khat tujhe
vo teri yaad meiN
hazaaroN rang ke
nazaare baN gae

saveraa jab huaa
to phuul baN gae
jo raat ayii to
sitaare baN gae

"G"

Guzray zamaney waley
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho

Sajna ko dekh key nazarey jhukaney waley
Gohray hojaney waley ho
Kharey kharey raastey mein thuk thuk janey waley neer bhaney waley ho
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho.

Kali kali zulfoun mein surkh paranda hooo haaiii
Goray goray baazoun ko churiyoun sey banda hoo
Kali kali zulfoun mein surkh paranda hooo haaiii
Goray goray baazoun ko churiyoun sey banda hoo haaai
Bhuree Bhuree ankhioun mein kala kala kajra, kala kala kajra
Chandi kee kalaeyan mein khila khila gajra khila khila gajra
Chanda jaisa chehra sunhana aur sajra, suhana aur sajra hoooo
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho

"H"