Antaakshari XXXII

roja janeman
tu dil ki dharkan
tujh bin tarse naina
dilse na jaati hain
yaadein tumhari
kaisay tum bin jeena
aakhon mein tu hai
ansoon mein tu hai
ankhein band karlon
maan mein bhi tu hai
khaabon mein tu
saanso mein tu
rojaaa....

Rapa paa raapppaapppaaa
lalalalaalala lalalaa
tere Pyaar pe bharossa kar to luun
par dil darta hai
tu jhutti kasmain khata hai tu jhutte wade karta hai

Hum hain Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay.
Har maidaan mein, har toofan mein, har muskil mein jeetain gay.

Kaisa bhee ho andhiera, door nahee sawera
Larna hai nafraton sey, pyar key dushmunon sey
Jeena hai sar uthakey, zulmo situm mita key
Duniya haseen banayein, paas dilon ko laayein
Aangun, aangun khushiyaan baataein
Aaney waley dour key insaan humsey jeena seekhein gay
Aaney waley dour key insaan humsey jeena seekhein gay
Hum hai Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

“G”


**We Are TGC-- Sweetness Is Futile **

giit gaataa huu.N mai.n gunagunaataa huu.N mai.n
maine ha.Nsane kaa vaadaa kiyaa thaa kabhii
isaliye ab sadaa muskuraataa huu.N mai.n

ye muhabbat ke pal kitane anamol hai.n
kitane phuulo.n se naazuk mere bol hai.n
sab ko phuulo.n kii maalaa pahanaataa huu.N mai.n
muskuraataa ...

roshanii hogii itanii kise thii khabar
mere man kaa ye darpaN gayaa hai nikhar
saath ho ab ye darpaN dikhaataa huu.N mai.n
muskuraataa ...

"M"

mai ni mai
mundayr peh tairi
baul raha hai kagaa
jaugan haugayi teri dulaari
munn jaugi sing lagaa

L


** unthinking respect for authority is the greatest enemy of Truth! **

Lalla lalla lori
dodh ki katori
dodh me batasha
goria kare tamasha

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

T


Ya Rab dil e muslim ko woh zinda tamanna de,
Jo qalb ko garma de, jo roh ko tarpa de!

Alama Iqbal

Tumhara aur mera naam jungle mein, darakhton pur
Abheee likha howa hai tum khabhee jakey mithao.

Bahar aatee hai lekin uun darakhton pur nahee aatee
Humarey naam phar tee hai to wapus loath jatee hai
Yeahee har baar hota hai.
Tumhara aur mera naam jungle mein, darakhton pur
Abhee likha howa hai tum khabhee jakey mithao.

Wo raastey jin pur muur kar khabhee na hum ayey na tum ayey
Ab aya wo to yeah khetey howey mehsoos hotey hain
Akheley phir nahee ana.
Tumhara aur mera naam jungle mein, darakhton pur
Abhee likha howa hai tum khabhee jakey mithao.
Tumhara aur mera naam jungle mein, darakhton pur

"P"

payalein chunmun chunmun
jhanjarein runjhun runjhun
kitna madhur hai ye milan

chanchan chan choori bolay
sansanan purva dolay
goonjay ye dharti aur gagann

kabhi chalti ho cham cham
kabhi chalti ho tham tham
dharakta dil hai dham dham
jo pyaar mein
nadi behti hai jhar jhar
hawa kehti hai sar sar
hai phiali baat ghar ghar
bekaar mein....

gooriyan gaain gunn gunn
saajna jhoome sun sun
pyaar mein khoyy hain ye maann

'm'

Main hosh mein tha to phir us peh mer gaya kaisey
Yeh zeher mere lahoo mein utar gaya kaisey

Kuchh uskey dil mein lagavat zaroor thi varna
Woh mera haath daba ker guzar gaya kaisey

Zaroor uski tavajjoh ki rahbari hogi
Nashey mein tha to main apney hi ghar gaya kaisey

Jisey bhulaye kaee saal ho gaye Kaamil
Main aaj uski gali sey guzar gaya kaisey

"k"

new thread

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.