Antaakshari XXXII

here is the last songs post from the last antaakshari thread:

same rules…new song has to start from the FIRST letter of the LAST word of the previous song…in the song above, the last word is “hain” so the new song has to start with “H”

enjoy

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

humein bas itna pata hai
keh woh bahut khoobhsurat hai
lifafay keh liyaya lekin
patay ki bhi zaroorat hai
hum nai sanam kau khath likha
khath mein likha
aye dilruba
dil ki gali
shehre wafa


** unthinking respect for authority is the greatest enemy of Truth! **

Woh beetay din yaaad hein..
woh perchim yaaad hein..
guzarey teray sung jooo
laga keh tujhey ung jo
woh muskana teraaaa
woh shurmana teraaa..
decumber kaa saaamaaa
woooh bheeege bheeege surdiaaan..
woooooh mosam kya hoyaaaaaa
najaney kahan khooo gayaa..
busss yadeinnnnn
baaAAAAaaaqiii..

"B"


^-People Make Mistakes.. I Make Un-Avoidable Errors-^

Bejaan Dil Ko , Bejaan Dil Ko Tere Ishq Ne Zinda Kiya,
Phir Tere Ishq Ne Hi Is Dil Ko Tabah Kiya
Tadap Tadap Ke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi, Mujhko Saza Di Pyaar Ki,
Aisa Kya Gunah Kiya,
Toh Lut Gaye, Haan Lut Gaye, Toh Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein,
Tadap Tadap Ke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi

Ajab Hai Ishq Yara, Pal Do Pal Ki Khushiyan,
Gam Ke Khazane Milte Phir, Milti Hain Tanhaiyan,
Kabhie Aansoon, Kabhie Aahen, Kabhie Shikwe Kabhie Nale,
Tera Chehra Nazar Aaye,
Tera Chehra Nazar Aaye, Mujhe Din Ke Ujalon Mein Teri Yaadien Tadapayein,
Teri Yaadien Tadapayein, Raaton Ke Andheron Me Tera Chehra Nazar Aaye,
Machal Machal Ke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi, Mujhko Saza Di Pyaar Ki,
Aisa Kya Gunah Kiya, Toh Lut Laye, Haan Lut Gaye,
Toh Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein

"M"

mera mahi bara sauna hai
sauna peh dil khauna hai
meray yaar sa
dildaar sa
na koi hauna hai
mera mahi bara sauna hai


** unthinking respect for authority is the greatest enemy of Truth! **

Hum tum
jeeyay jaa rahey haiN
jeevan
guzar hi raha hay
laikin
din ba din
ik junooN
jaaney kyuoooN
bewajah
barhay ja raha hay...
tumhi
to ho
kya hua wo pyaar
kaho
humaiN
kyouN nahiN qaraar
paas haiN
nahiN haiN kya
saath haiN
nahiN haiN kya
ajnabi
rahaiN gey kya...
"K"


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

kehna hi kya
ye nain ik anajaan se jo mile
chalne lagay
mohabbat k jaisay ye silsilay
armaan aisay dil mein khile
jin ko kabhi mien na jaano
wo hum se hum unse kabhi na milay
kaisay milay dil na jaano
ab kiya karein kiya naam lein
kaisay mein unhein pukaroon....

pehli hi nazar mien
kuch hum kuch tum ho jatay hain yoon gum
nainoon se barse rimjhim rimjhim
hum pe pyaar ka sawan
sharam thori thori humko aay to
nazrain jhuk jaain
sitam thora thora hum pe
shookh hawa bhi kar jaaiy
aisay chali anchal uri
dil mein ek toofan uthay
hum to lut gaaiy kharay hi kharay
kehna hi kiya ye nain ik anjaan se jo mile...

in hontoon ne manga sargam sargam
tu aur tera hi pyaar hai
ankhien dhondhein hain har dam har dam
tu aur tera hi pyaar hai
mehfil mein bhi tanhaa hai dil aisay dil aisay
tujh ko thama de darta hai ye aisay ye aisay
aaj mili aisi khushi
jhoom uthi ye duniya meri
tumko paya to payi zindagi.....

kehna hi kya
ye nain ik anajaan se jo mile
chalne lagay
mohabbat k jaisay ye silsilay
armaan aisay dil mein khile
jin ko kabhi mien na jaano
wo hum se hum unse kabhi na milay
kaisay milay dil na jaano
ab kiya karein kiya naam lein
kaisay mein unhein pukaroon....

i luv that song sehar

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/redface.gif

piya re
piya re
piya re
piya re
tarey bina lage nahiN
mara jiya re
tarey bina lage nahiN
mara jiya re
nainooN ni taari
kaisa jaadoo kiya re
tarey bina lage nahiN
mara jiya re


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

Roop tera mastana
piyar mera dewana
bhool koi na ham se ho jaye
Roop tera mastana
piyar mera dewana
bhook koi ham se na ho jaye

Raat Nashile mast sama hai
Aj nasheeee me sara jaha hain
rat nashile mast sama hai
aj nashee me sara jahan hai
hai sharabi mosam behkayee
roop tera mastana piyar mera dewnana
bhool koi ham se
na ho jayeee
roop tera mastana
piyar mera dewana
bhool koi ham se na ho jaye

rok raha hai ham ko zamana
door he rehna pass na ana
rok raha hai ham ko zamana
door he rehna pas na ana
kese koi machalte dil ko samhajaye

to mush masti

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

“S”

Sar se sarak gayi teri chunri ho

Sar se sarak gayi teri chunri ho
Mujhse lipat gayi teri chunri ho
Chal gaya tere pyaar ka jaadu
Dil pe raha na mera qaabu oh, oh, oh, oh

Sar se sarak gayi meri chunri ho
Tujhse lipat gayi meri chunri ho
Chal gaya tere pyaar ka jaadu
Dil pe raha na mera qaabu oh, oh oh oh

Sar se, haan sarak gayi teri chunri ho

Na jaane kab tune qaraar chheena
Maine kuch bhi na jaana
Churaake meri raaton ki neend tune
Kar diya hai deewana
Meri nazar na hati hai ek pal, tujhpe jo thehri

Dekho na aisi deewangi se
Tumko kasam hai meri oh, oh, oh, oh
Sar se sarak gayi meri chunri ho
Tujhpe lipat gayi meri churni ho

"H"


*We Are TGC-- Sweetness Is Futile *

hamane jafaa na siikhii, unako vafaa na aaii
patthar se dil lagaayaa, aur dil ne choT khaaii

apane hii dil ke haatho.n, barabaad ho gae ham
kisase kare.n shikaayat, ab kisako de.n duhaaii

duniyaa banaane vaale, mai.n tujhase puuchhataa hu.N
kyaa pyaar kaa jahaa.N me.n, badalaa hai bevafaaii

"B"

Bholi Si Surat, Aankhon Mein Masti
Aye Hai, Are Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye
Aye Hai, Meri Nazar Se Tum Dekho To Yaar Nazar Woh Aaye

Ladki Nahin Hai, Woh Jaadu Hai, Aur Kaha Kya Jaye
Raat Ko Mere Khawaab Mein Aayee, Woh Zulfe Bikhrayee
Aankh Khuli To Dil Chaha Phir Neend Mujhe Aajaye
Bin Dekhe Yeh Haal Hua, Dekhu To Kya Ho Jaaye

Bholi Si Surat
Aankhon Mein Masti, Door Khadi Sharmaaye, Aye hai
Ek Jhalak Dikhlaye Kabhi,Kabhi Aanchal Mein Chupjaye

"C"


*We Are TGC-- Sweetness Is Futile *

Chupkay cuhpkay raat din ansoo
bhaana yaad hay.
hum ko ab tak aashiqi ka who
zamaana yaad hay.

Y:


Ainay kay soo tukray ker kay hum nay dekha hay ek main bhi tanha thay soo main bhi akalay hain

[This message has been edited by sonydharti (edited April 28, 2001).]

Yaar teri bewafaai ka humko zara sa gham nahin
Yahan tere se haseen, tere se jawaan kam nahin
Tu nahin mila, koi aur mil gaya
Dil nahin khila, par dard khil gaya
Aur kuch bhi sochte hai hum nahin
Yaar teri bewafaai ka humko zara sa gham nahin
Yahan tere se haseen, tere se jawaan kam nahin
Tu nahin mila, koi aur mil gaya
Dil nahin khila, par dard khil gaya
Tu hai anjaan, hum anjaan nahin

“N”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

Neend nahi ati mujhe Neend nahi ati
Ankhoon ankhoon mai Raat guzar jati hai
Neend nahi ati mujhe neend nahi ati hai

Kat ti nahi hai Raaten ab to Juddai ki
Dassne laggi hai ab to tanhai bhii

Dushman hi jae agar sara Zamana
Marne ke baad humen Rabb to millaega
Rab to millaega

""""M """""

Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaaye
Usse kaho kabhi saamne to aaye
Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaaye
Usse kaho kabhi saamne to aaye
Mere khwaabon mein jo aaye

Kaisa hai, kaun hai woh, jaane kahan hai
Ho, kaisa hai, kaun hai woh, jaane kahan hai
Jiske liye mere honton pe haan hai
Apna hai ya begaana hai woh
Sach hai ya koi afsaan hai woh
Dekhe ghoor ghoor ke yunhi door door se
Usse kaho meri neend naa churaaye
Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaaye
Usse kaho kabhi saamne to aaye
Mere khwaabon mein jo aaye

Ate jate Hasste gaate
maine socha mann mai kai baar
wo pehli Nazar ka hai assar
kyun laggne lagga mujhko kai baar
haan
yehi sach hai han han han
tum se mai ne Pyar kiya
maine pyaar kiya

""" K ""

kitna pyaar tumhaiN kertay haiN
aaj humaiN maloom hua
jee kar bhi tum per martey haiN
aaj humaiN maloom hua...

"H"


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

Haiyya hu kya masti, kya jaadu
Main aur tu, kya masti, kya jaadu
Roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaaqaatein
Aankhon aankhon mein karle aao dil ki baatein
Haiyya hu kya masti, kya jaadu
Main aur tu, kya masti, kya jaadu
Roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaaqaatein
Aankhon aankhon mein karle aao dil ki baatein
Haiyya hu kya masti, kya jaadu, kya jaadu

Aap ki saari baatein ajab si hai
Bhoori bhoori aankhen gazab ki hai
Aap ke jaisa chehraa yahan kahan
Gesu haseen suneheraa yahan kahan

"K"


*We Are TGC-- Sweetness Is Futile *

[This message has been edited by Sofina (edited April 28, 2001).]

kabhi to nazar milaao...
kabhi to kareeb aao...

jo nahi kaha hai...
kabhi to samajh bhi jaao

hum bhi to hain tumharay...
deewanay ho deewanay... (by adnan sami khan)

"D"


*When u love someone draw a circle around their names instead of a heart because hearts can be broken but circles never end. *