same rules…new song has to start from the first letter of the last word of the previous song…i.e. in the song above, the last word is “nahie” so the new song has to start with “N”
Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.
Mera maan kyun tumhen chaahe mera mann
Na jaane judh gaya kaisa yeh deewaana pann
Kaisa ye deewangi, kaisa yeh deewaana pann
Mera mann kyun tumhen chaahe mera mann
mujhe tum nazar se
gira to rehay ho
mujhe tum kabhi bhi
bhula na sakoo gay
na janay mujhe kiyon yaqueen ho chala hai
mere pyaar ko tum mita na sakoo gay
meri yaad ho gi
jidhar jaoo gay tum
kabhi nagma ban
kabhi ban k aansoo
tarapta mujhe her taraf paoo gay tum
shama jo jalai hai meri wafa nay
bhujana bhi chaho bhuja na sakoo gay
kabhi naam baatoon mein
aya jo mera
to bechain ho k
dil thaam lo gay
nigahoon mein chaa ay ga
gham ka andhera
kisi ne jo pucha sabab ansoon ga
batana bhi chahoo batana sako gay..
Tu meri zindagi hai, tu meri khushi hai
Tu hi pyar, tu hi chaahat, tu hi aashiqui hai
Tu meri zindagi hai, tu meru har khusi hai
Pehli mohabbat ka ehsaas hai tu
Bujhke jo bujh naa paayi, voh payaas hai tu
Tu hi meri pehli khwaaish, tu hi aakhri hai
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai
Ho nahi sakta
ho nahi sakta
kisi k ishq mein
khud ko mitaaloon
ho nahi sakta
ho nahi sakta
kisi ki yaad mein
neendein uraa loon
ho nahi sakta
ho nahi sakta
mere khaabon mein jo ladki
sach much ho nahi sakti
kisi ko bhi khaabon mein basaalon
ho nahi sakta
ho nahi sakta
hmmmm I couldn't resist typing out this whole song. Absolutely love it with a passion!
barsaat ke mausam mein
tanhai ke alam mein
barsaat ke mausam mein
tanhai ke alam mein
mein ghar se nikal aya
botal bhi utha laya
abhi zinda hoon to
jee lainay do jee lainay do
bhari barsaat mein pe lainay do
abhi zina hoon to jee lainay do
bhari barsaat mein pe lainay do
mujhe tukroon mein nahi jeena hai
qatra qatra nahi pe na hai
mujhe tukroon mein nahi jeena hai
qatra qatra nahi pe na hai
aaj pemanay hata do yaaro
sara mekhana pila do yaaro
mein kadoon mein to piya karta hoon
mein kadoon mein to piya karta hoon
chalti rahoon mein bhi pe lainay do
abhi zinda hoon to jee lainay do
bhari barsaat mein pe lainay do
mere dushman hain zamanay ke gham
baad penay ke ye hoongay kam
mere dushman hain zamanay ke gham
baad penay ke ye hoongay kam
hoo zulm dunyia ke na seh paaonga
bin piye aaj na reh paaoonga
mujhe haalat se takrana hai
aisay haalat mein pe lainay do
abhi zinda hoon to
jee lanay do jee laynay do
bhari barsaat mein pe lainay do
aaj ki shaam bari bhojal hai
aaj ki raat bari qatil hai
aaj ki shaam bari bhojal hai
aaj ki raat bari qatil hai
aaj ki shaam dhalay gi kaisay
aaj ki raat katay gi kaisay
aag se aag bhujhay gi dil ki
aag se aag bhujhay gi dil ki
mujhe ye aag bhi pe lainay do
abhi zinda hoon to
jee lainay do jee lainay do
bhari barsaat mein pe lainay do
barsaat ke mausam mein
tanhai ke alam mein
barsaat ke mausam mein
tanhai ke alam mein
mein ghar se nikal aya
botal bhi utha laya
abhi zinda hoon to
jee lainay do jee lainay do
bhari barsaat mein pe lainay do
abhi zina hoon to jee lainay do
bhari barsaat mein pe lainay do
:)
[This message has been edited by ~Sehar~ (edited April 20, 2001).]
Dil maiN ho jo wohi to bus kehtay haiN
warna har haal maiN hum chup rehtay haiN
Dil maiN ho jo…Dil maiN ho jo
Jin ke undar shehr bustay haiN
Din ke undar diyay jaltay haiN
un ko kya ke kahaaN rehtay haiN
Dil maiN ho jo wohi to bus kehtay haiN
warna har haal maiN…
“M”
Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.