Antaakshari XXVI

Tum itna jo muskura rahay ho
kiya gham hai jisko chupa rahay ho

ankhon mein nami hassien laboon par
kiya haal hai kiya dikha rahay ho

uff it’s “H” again

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif

ohhh...that was my favorite ghazal Sehar...
here is another one...

hai iKhtiyaar me.n tere to mojazaa kar de
vo shaKhs meraa nahii.n hai use meraa kar de

"D"

Dil deewana bin sajna k maanay naa
yay tou pagala hay,samjhanay say samjhay naaa

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

lagta hay ghalut likh deya

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

B-B-G meray khayal main to aap nay bilkul theek likha hay...

na koii uma.ng hai, na koii tara.ng hai
merii zi.ndagii hai kyaa, ik kaTii pata.ng hai

"H"

Hum yahan
tum yahan
dil jawan
wo saman
lekin kahan
shoroo shoroo k pyaar ka
phir se chalo
churain dil yaar ka

"k"

khilate hai.n gul yahaa.N, khilake bikharane ko
milate hai.n dil yahaa.N, milake bichha.Dane ko

"K"

Koi larki hai jab woh hansti hai
Baaryish hoti hai chanak chanak chum chum
Koi larka hai jab woh gata hai
Sawan ata hai ghumaar ghumaar ghum ghum

"G"

Gunguna rahen hain bhanware
khil rahi hai kali kali gali gali
arre dekho sajan beiman bhanwara kaise kuch gungunaye
kali yoon sharmaaye ghoonghat mein chehra jaise dulhan chupaye
arre kaise yeh pawan chali gali gali


hum ne dekhi hai un aankhon ke mehakte khushboo

gaataa rahe meraa dil, tuu hii merii ma.nzil,
kahii.n biite.n na ye raate.n, kahii.n biite.n na ye din

"D"

Dekhi zamane ki yaari
bichade sabhi baari barri


hum ne dekhi hai un aankhon ke mehakte khushboo

Bari mushkil say hoa taira maira saath piya
Warna tairay bina bay rang thay din raat piya
Bari mushkil say hoa taira maira saath piya

Ayee milnay ki ghari tarsay hoay nain milay
Tairee kiya baat hai tou jab bhee milay chain milay
Haan piya chain milay
Rahay sang sang tairay khushiyoon ki baraat piya
Bari mushkil say hoa taira maira saath piya

Apnay charnoon main sada rakhna mujhay meet mairay
Daiota mun kay tairay wastay hain geet mairay
Haan piya geet mairay
Bas yunhi hoti rahay piyar ki barsaat piya
Bari mushkil say hoa taira maira saath piya

Samnay tou jo rahay gham bhee hai manzoor mujhay
Tujh ko ulfat ki qasam karna naheen door mujhay
na kabhee door mujhay
Mairay jeevan ki khushi ab hai tairay haath piya
Bari mushkil say hoa taira maira saath piya.

Pal pal dil ke paas tum rehti ho
jivan meethi pyas ye kehti ho
kal tumko dekha tha maine apne aangan mein
jaise keh rahi thee tum mujhe baandh lo bandhan mein
yeh kaise bandhan hain yeh kaise sapne hain
begaane hoker ke kyun lagate apne hain
mein soch mein rehta hoon darr-2 ke kehta hun
pal-2 dil ke paas tum rehtee ho


hum ne dekhi hai un aankhon ke mehakte khushboo

honThon se chhuulo tum
meraa giit amar kar do
ban jaao meet mere
merii preet amar kar do

"D"

Daikha aik khuab to yeh silsilay hoay
Door tak nigahoon main hain gul khilay hoay
Yeh gila hai aap ki nigahoon say
Phool bhee hoon darmiyaan to faaslay hoay

Tairee awaaz hai hava'oon main
Piyaar ka rang hai fiza'oon main
Kal agar na roshni kay qaflay hoay
Piyaar kay hazaar deep hain jalay hoay

Daikha aik khuab to yeh silsilay hoay
Door tak nigahoon main hain gul khilay hoay.

hamane dekhii hai in aa.Nkho.n kii mahakatii khushabuu
haath se chhuuke ise rishto.n kaa ilzaam na do
sirf ehasaas hai ye ruuh se mahasuus karo
pyaar ko pyaar hii rahane do koii naam na do

“D” again

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Dard e dil dard e jigar
Dil main jagaya aap nay
Pehlay to main shaa'ir tha
Ashiq banaya aap nay

naach

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

meri jaan naach

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

naach

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

teri zulf mein ghumein ghata ghata
chehrai pei ujala khila khila
pairoaun mein sitaroun kai ghunghru
ghurnghru mein dil ki dharkan
chanananan chanananan rahi baaj

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif


‘…I always knew looking back on the tears
would make me laugh…
But i never knew looking back on the laughs would
make me cry…’

boohay barian te naal kandaan tap k
awaan gi hawa ban k
boohay barian hay boohay barian
boohay barian te naal kandaan tap k
awaan gi hawa ban k
boohay barian hay boohay barian

chann charda te saaray lookie pai tak de
doongay paania phir dewaya pai bal de
chann charda te saaray lookie pai tak de
doongay paania fir dewaya pai bal de
kandi lag jaan gi kachcha ghara ban k
kandi lag jaan gi kachcha ghara ban k
mein awaan gi hawa ban k
boohay barian hay boohay barian

dil diaan rahaan uttay pehray nai oo lagday
mukaddraan de likhay hooaay mit nai oo sakday
dil diaan rahaan uttay pehray nai oo lagday
mukaddraan de likhay hooaay mit nai oo sakday
mit nai oo sakday
meinu rab ne baniaya tere liye oyy
meinu rab ne baniaya tere liye oyy
mathay tera naa likh k
boohay barian hay boohay barian

boohay barian te naal kandaan tap k
awaan gi hawa ban k
boohay barian hay boohay barian
baazi ishq di jitt loon gi sonniya
baazi ishq di jitt loon gi sonniya
mein rab ko duaa mang k
boohay barian hay boohay barian

bheja hai eik ghulab kissi nai kitab mein
jee chahta hai bhaj doun dil jawaab mein


'.......I always knew looking back on the tears
would make me laugh...
But i never knew looking back on the laughs would
make me cry......'

mere jivan saathi
kali thee mein to pyasi
tune dekha hui khil ke bahaaar


hum ne dekhi hai un aankhon ke mehakte khushboo