Kum se kam itna kaha hota
ke hone laga tum se pyar hai
hum ne dekhi hai un aankhon ke mehakte khushboo
Kum se kam itna kaha hota
ke hone laga tum se pyar hai
hum ne dekhi hai un aankhon ke mehakte khushboo
hazaroon khawahishein aisi
k her khawahish pe dum nikle
bahut nikle mere armaan
lekin phir bhi kam nikle
"n"
ye kiya jagah hay doston
ye konsa dayaar hay
had e niggah tak...
ghubaar hi ghubaar hay
bholi bhali it was supposed to with “N”
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
chalo ab jaldi jaldi come up with “n”
Naraz tum
Naraz hum
Kaisay mite phir duryan
Tum bekhubaar
Hum muntizar
Donnoon ki hain maajbooriaaaaan
"n"
Begin With The End In Mind!
desi kuri its the first letter of the last word :) so it'll be "m"
mehndi hai rachnewali
hathoon me gehri lali
kahi sakhia ab kalian
hathoon mein khilne wali hain
tere man ko jeevan ko
naii khushian milnewali hain
"h"
thanks Sehar
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
I’ve completely lost my mind…can’t believe I just did that even after you’ve put the last letter to start with!
guess i got mixed up with Baitbazi series.
anyways, here goes the next song…
haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae
dil ke ujaDe hue gulshan main bahaar aa jaae
“J”
Thnx Seher..so many ways to play this game..grrr..nyhow
jab se huay hum tum rubru
to hua kia ke dil mai hai
koi bhi arzu na justuju
"j"
Begin With The End In Mind!
Junoon se, aur Ishq se milti hai aazadi
Qurbani ki bahon e milti hai aazadi
~ mera Junoon, meri DIL KI BAAT hai!!!!
aap jin kay qareeb hotay hain
vo baray khush naseeb hotay hain
"H"
Hai jawan
hai jawan
jeet teri pehchan
.."p"
Begin With The End In Mind!
panchi nadiya pawan k jhoonkay
koi sarhad na inhein rokay
panchi nadiya pawan k jhoonkay
koi sarhad na inhein rokay
sarhad insaanon k liye hein
socho tum ne aur meine
kiya paya insaan ho kay
"k"
kabhii kisii ko mukammal jahaa.N nahii.n milataa
kahii.n zamiin to kahii.n aasamaan nahii.n milataa
jise bhii dekhiye vo apane aap me.n gum hai
zubaa.N milii hai magar hamazubaa.N nahii.n milataa
"M"
Merey Naseeb may tu hai kay nahi
Terey naseeb may main hoon kay nahi
Yeh ham kya janen
Yeh wohi janey
Jis nay likha hai sab ka naseeb
**
Everyone is going to hell and I'm driving the bus.**
nazar kay samnay
jigar kay paas
koyi rahta hay
vo ho tummmmmm
"T"
Tere mere hontoon pe
mithay mithay geet mitwa
aagay agay chale hum
pechay pechay preet mitwa
Tere mere hontoon pe
mithay mithay geet mitwa
aagay agay chale hum
pechay pechay preet mitwa
pehlay pehlay pyaar ki
pehli raat yaad rahay gi
phoolon k is shehar ki
mulakaat yaad rahi gi
kash yuhin saari umar
yonhi jai beet mitwa
aagay agay chale hum
pechay pechay preet mitwa
akhion mein tus bas ja
akhian mein band karlo
akhion mein tu bas ja
akhian mein band karloon
pehlay akhion in se
baatein mein chand karloon
tere inhein batoon ne
liya mujhe jeet mitwa
aagay agay chale hum
pechay pechay preet mitwa
chotay chotay din raat
chotay chotay din raat
lambi lambi baatein hein
jaldi hai kis baat ki
bari mulakatein hain
batoon mulakatoon mein
umar jaiy beet mitwa
aagay agay chale hum
pechay pechay preet mitwa
Tere mere hontoon pe
mithay mithay geet mitwa
aagay agay chale hum
pechay pechay preet mitwa
"m"
Mein shayar to nahin
magar aii hasin jab se dekha
maine tujhko mujhko shayari aa gaye
sochta hun agar mein dua mangata
haath apne utha kar mein kya mangata
jab se tujh se mohabbat mein karne laga
tab se jaise ibaddat mein karne laga
mein kafir to nahin magar aye hasin
jab se dekha maine tujhko mujhko bandagi aa gaye
hum ne dekhi hai un aankhon ke mehakte khushboo
woww…Sehar tum to baray mood main theen…poora ka poora gana hi post kar dala
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
gum hai kisii ke pyaar me.n, dil subah shaam
par tumhe.n likh nahii.n paa_uu.N, mai.n usakaa naam
“N”
[This message has been edited by BholiBhali (edited March 10, 2001).]
BholiBhali
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
i liked that song very much ![]()
naa gajray ki dhaar
naa mootion k haar
naa koi kiya singhaar
phir bhi kitni sundhar ho
tum kitni sundhar ho
“h”
ham aapakii aa.Nkho.n me.n, is dil ko basaa de.n to
ham muu.Nd ke palako.n ko, is dil ko sazaa de.n to
ham aapako khvaabo.n me.n, laa laa ke sataaye.nge
ham aapakii aa.Nkho.n se, nii.nde.n hii u.Daade.n to
ham aapakii aa.Nkho.n me.n, is dil ko basaa de.n to
"T"