here is the last song from the last antaakshari thread:
rules: the new song has to start from the FIRST letter of the LAST word of the last song…e.g. in the song above, the last word is “Ko”, so the next song should start with “K”
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~ It is difficult to say what is impossible, for the dream of yesterday is the hope of today and the reality of tomorrow… ~
Karwatan badal tay ray
sari raat hum
app ki qasam
app ki qasam
Q
o©º°¨¨°º©yeh zameen jab na thi, aasman jab na tha chand sooraj na thay , yeh jahan jub na tha, raz-e-haq b kisi per ayaan jub na tha, jab na tha kuch yahan tha magar tu hi tu allah hu allah hu allah hu tu hi tu tu hi tuo©º°¨¨°º©
Qali nagun ka
jasi zulfain tari
Qali qali
roop hai tara teeka teeka
tu kisi pay be doray dalay
D
Be good and be happy :)
Do Dil mil rahay haan
mager chupkay chupkay
sab ko hoo rahi hai
haan sab ko hoo rahi hai
khabar chupkay chupkay
C
Chodawi ka chand hoo
ya aftab hoo
yo be hoo tum
kudha ki qasam
laa jawab hoo
chodawi ka chand
C
o©º°¨¨°º©yeh zameen jab na thi, aasman jab na tha chand sooraj na thay , yeh jahan jub na tha, raz-e-haq b kisi per ayaan jub na tha, jab na tha kuch yahan tha magar tu hi tu allah hu allah hu allah hu tu hi tu tu hi tuo©º°¨¨°º©
seema
November 12, 2000, 7:09pm
6
cheeti aya hai
aya hai
cheeti aya hai
baray dindoo ka bad
hum baywatno ko yar
watan ki cheeti aya hai
cheeti aya hai aya hai
H
º¤., ¸¸,.¤º ¨¨¨¤i wrote ur name in the sky but the wind blew it away...i wrote ur name in the ocean but the waves washed it away..I have written your name in the heart, so thats where it Stay º¤., ¸¸,.¤º¨¨¨ ¤
hum hor tum
uss pay ya sama
asay main kay be day
Dil ki dastan
D
dhool bajnay laga
gahoon sajna laga
kohi lot ka aya hai
sang appnay woh
rang kitnay laha hai
aya hai humra meetwa
hum joom joom gahaan
G
o©º°¨¨°º©yeh zameen jab na thi, aasman jab na tha chand sooraj na thay , yeh jahan jub na tha, raz-e-haq b kisi per ayaan jub na tha, jab na tha kuch yahan tha magar tu hi tu allah hu allah hu allah hu tu hi tu tu hi tuo©º°¨¨°º©
Deewaana maiN chalaa
usay dhoondnay us chaah sey
Deewaana maiN chalaa
us ke ghar ka pata
aay hawa tu bataa
Deewaana maiN chalaa
“C”
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~ It is difficult to say what is impossible, for the dream of yesterday is the hope of today and the reality of tomorrow… ~
system
November 12, 2000, 11:01pm
10
Ok...so "C"
Chand sa mukhra
Utra hai dil main
Chaya hai maan main
Door say chal kay
bujhanay mairee piyas
Aya hai mairay paas
Maira piyaar.
"P"
Paani paani rey
paani paani rey
nainooN maiN bhar aa
neendaiN khali kar ja
paani paani rey
“R”
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~ It is difficult to say what is impossible, for the dream of yesterday is the hope of today and the reality of tomorrow… ~
Rotay howay atay haan sab
hasta howa jo aya ga
woh moqadar ka seekandar
janay maan khalay ga
G
o©º°¨¨°º©yeh zameen jab na thi, aasman jab na tha chand sooraj na thay , yeh jahan jub na tha, raz-e-haq b kisi per ayaan jub na tha, jab na tha kuch yahan tha magar tu hi tu allah hu allah hu allah hu tu hi tu tu hi tuo©º°¨¨°º©
system
November 13, 2000, 7:32am
13
Ghari Ghari mora dil dharkay
Hii dharkay, kiyun dharkay
Aaj milan ki baila main
Sar say chunariya kiyun sarkay
Ghari ghari mora dil dharkay
"D"
Mariah
November 13, 2000, 10:39am
14
Dilbar mere,
kab tak mujhe,
aisay hi tarpau gay,
mein aag dil mein lagaa doonga wo,
ke pal mein bikhar jaoogay.
"J"
jab jab chori khanke re
jab jab payal chanke re
......
"R"
Aizahs
November 14, 2000, 5:01am
16
"RAHI MANWA DUKH KI CHINTA KIYOON STATI HY.
DUKH TU APNA SATHI HY.
SUKH HY IK DHALTTI CHAYA.
AATI HY JATTI HY.
DUKH TU APNA SATHI HY.
"Y"
Yaari hai
yaari hai imaan mera
yaar meri zindagi…
“Z”
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~ It is difficult to say what is impossible, for the dream of yesterday is the hope of today and the reality of tomorrow… ~
B-B-G
November 14, 2000, 6:05am
18
Zindagi ik saffar hay suhana
yaha kal kia hou kis nay jana
nana nana naray naray naray
oii! saday naal raho gha to ash karoga
zindagi kay sara muza
cash caroga
sada naal oh oh
sadanaal
L
I am as sweet as sugar
I am as hot as spice
But 1 more thing
I am also very nice!!
Sansoo ki zarorat hoo jasay
zindagi ka lihay
bas ik sanam chhaiya
Ashiki ka lihay
sansoo ki zarorat hoo jasay
J