ye zameen jab na thee, ye jahaa.n jab na tha
chaand suraj na the, asmaa.n jab na tha
raaz-e-haq bhi kisee par ayyaa.n jab na tha
tab na thaa kuch yahaa.n thaa magar tu hi tu
allah hoo allah hoo allah hoo
pahunche me'raj me.n arsh tak mustafa
jab na ma'bood-o-bande me.n parda raha
tab malaa'ik ne hazrat se jhuk kar kaha
"saari maKhlooq me.n haqq-numa tu hi tu"
teri raboobiyat ki adaa ka kamaal hai
har sha'e teri jamaal ki aainadaar hai
har sha'e pukaarti hai tu parvar-digaar hai
teri raboobiyat ki ada ka kamaal hai
allah hoo allah hoo allah hoo
tu jo har aan nayi shaan dikha deta hai
deedah-e-shauq ko hairaan banaa deta hai
Daali Daali teri takhleeq ke gun gaata hai
patta patta teri kudrat ka pataa deta hai
la-ilaaha teri shaan ilaa wahadahu
tu khayaal-o-tajassus, tu hi arzoo
aa.nkh ki roshni, dil ki awaaz tu
tha bhi tu, hai bhi tu, hoga bhi tu hi tu
kyo.n piyaa ibn-e-haider ne jaam-e-fanaa
khaal khi.nchwaayi tabrez ne kyo.n bhala
daar par chaD ke mansoor ne kya kaha
sab banate khilone, le raha tu hi tu
*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir'aun!”
*
do dil mil rahay hain
magar chupke chupke
sa ko ho rahi hay
khabar chupke chupke...
sanson main bari bekarari
ankhon main kaien ratt jagay
kabhi kahien lag jaye dil to
kabhi kahien dil na lagay
apna dil mai, zara thaam loun
jadu ka mai, issay naam doun
jadu, kar raha hay,
asar chupke chupke
sab ko ho rahi hay, haan sab ko, ho rahi hay
kharab chupke chupke...
kahien aag lagne say pehlay uthta hay aisa dhouwaN
jaisa hay idhar ka nazara ho, waisa hi udhar ka sama
dil main kaisi kasak si jagi
dono janib barabar lagi
dekho to idhar say
udhar chupke chupke
do dil, mil rahay hain
magar chupke chupke
sab ko ho rahi hay, haan,
sab ko, ho rahi hay,
khabar chupke chupke. hooo...
do dil, mil rahay hain... magar chupke chupke
magar, chupke chupke,
hmhmhm, chupke chupke....
chingari koi barhke
chingari koi barhke
to sawaan ussay bhujaiy
sawaan jo agan lagaiy
ussay kaun bhujaiy
hoo ussay kaun bhujaiy
pat-jhar jo baag ujaray
wo baag bahar khilaaiy
jo baag bahar mein ujjray
ussay kaun khilaaiy
hoo ussay kaun khilaaiy
hum se matt pocho kaisay
mandir toota sapno
hum se matt pocho kaisay
mandir toota sapno
logon ki baat nahi hai
ye kissa hai apno kaa
koi dushman thaais lagaiy
meet jiya behlaaiy
mann-meet jo dhaab lagaaiy
ussay kaun mitaaiy
na jane kiya ho jata
jaanay hum kiya karr jatay
na jane kiya ho jata
jaanay hum kiya karr jatay
peetay hain to zinda hain
naa peetay to marr jaatay
duniya jo piyasa rakhay
majra piyaas bhujaiy
majra jo piyaas lagaiy
ussay kaun bhujaaiy
manaa toofan ke agay
nahi chalta zoor kisi
manaa toofan ke agay
nahi chalta zoor kisi
maujoon ka dosh nahi hai
ye dosh hai aur kisi ka
manjdhar mein naya dolay
to maaji paar lagaiy
maaji jo naav dubooay
ussay kaun bachaaiy
hoo ussay kaun bachaaiy