Antaakshari XLVI

here is the last songs post from the previous antaashari thread:

same rules…new song has to start with the FRIST letter of the LAST word of the previous song…i.e. in the song above, the last word is “aayaa” so the new song has to start with “A”

enjoy

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…

Aitebar bhee aahee jayey ga
Milo to sahee, raasta koyee milhee jayey ga
Chalo to sahee, chalo to sahee
Aitebar bhee aahee jayey ga, aahee jayey ga

Dhoup mein khera jalraha houn mein
Saaya do mujhey, yeh mera junoon, yeh meri jalun hai meri saza

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary.gif

Meri yeh tahkun kherahee hai kya
Suno to sahee, suno to sahee
Aitebar bhee aahee jayey ga, aahee jayey ga

Kya howa agar zindagee zara bhoulsey gayey
Socho to zara, jungulon bhee raastey to hain
Humey bhee koyee milhee jayey ga
Chalo to sahee, chalo to sahee
Pyar pyar bhee hohee gayey ga
Milo to sahee raasta koyaa milhee jayeye ga
Chalo to sahee, chalo to sahee
Aitebar aahee jayey ga, aahee jayey ga
Aahee gayey ga, aahee gayey ga.

Aahee gayey ga, Aahee gayey ga.

*“Ishq bhi ho Hijaab mein husn bhi ho Hijaab mein. Ya tu khud Aaskhaar ho ya mujh ko Aaskhaar kar.”
*

Gooray Rang Ka Zamana Kabhe Ho Ga Na Purana… Gori..Dar Tuhjay Kiss Ka Hai…Tera To Rang Gora Hai.. Haai .. Tera to Rang Gorra Hai…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/pretty.gif

Gooray Rang Ka Zamana Kabhe Ho Ga Na Purana… Gori..Dar Tuhjay Kiss Ka Hai…Tera To Rang Gora Hai.. Haai .. Tera to Rang Gorra Hai…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif

Gorrreee Goorree Bahhon Ka Mazzaa he Kuch Our Haiiii … Haiiii
Nelllee Neellle Ankhon Ka Nasha bhe Kuch Orr Haiii..

Goreee Goooree Bahhon Ka maazza he kuch or hai… Hai
Neellee nellle ankhon ka nasha bhe kuch or hai. iiii

Gorray Rang Ka Nazara Laggay Sub Ko He Payara..Sara Kar To Eeshahra Kuryay..
To Dar Tujhe Kiss ka Hai..
Tera To Rang Gorraaa Hai…

Gooray Rang Ka Zamana Kabhe Ho Ga Na Purana… Gori..Dar Tuhjay Kiss Ka Hai…Tera To Rang Gora Hai.. Haai .. Tera to Rang Gorra Hai…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/pretty.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/supercool.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

Hum aur tum aur ye sama kya nasha nasha sa hai
Boliye na boliye sub suna suna sa hai

Hum bunjarou ki baat mat poochou ji
jou peyar kia tou, peyar kia
jou nafrat ki tou, nafrat ki

achaa yay baat tou phir aeyn gay
hum tairay peayr ko azmaeyn gay
hum bunjarou ki baat mat poochou ji...

Jeetain Gay (Hum Tum) - Vital Signs

Hum hain Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay.
Hum hain Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay.
Har maidaan mein, har toofan mein, har muskil mein jeetain gay.

Kaisa bhee ho andhiera, door nahee sawera
Larna hai nafraton sey, pyar key dushmunon sey
Jeena hai sar uthakey, zulmo situm mita key
Duniya haseen banayein, paas dilon ko laayein
Aangun, aangun khushiyaan baataein
Aaney waley dour key insaan humsey jeena seekhein gay
Aaney waley dour key insaan humsey jeena seekhein gay
Hum hai Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay

Dekhey jo milkey humney, pourey wo khawab hongay
Gham na koyee sahey ga, khoun nahee bahey ga
Ab na kisee jawan key, zehir badan mein hoga
Phool har eik taaza, aapney chamun mein hoga
Ankhein saree roshun hongee
Dard ka suruj dhal jayey ga wo din bhee hum dekhein gay
Dard ka suruj dhal jayey ga wo din bhee hum dekhein gay
Hum hain Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gy

Aaney waley dour key insaan humsey jeena seekein gay
Aaney waley dour key insaan humsey jeena seekein gay
Hum hain Pakistani hum to jeetain gay haan jeetain gay.
Har maidaan mein, har toofan mein, har muskil mein jeetain gay.
Hum hain Pakistani hum to jeetain gey haan jeetain gay.
Har maidaan mein, har toofan mein, har muskil mein jeetain gay.

INSHALLAH Hum Jeetain Gain!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

*“Ishq bhi ho Hijaab mein husn bhi ho Hijaab mein. Ya tu khud Aaskhaar ho ya mujh ko Aaskhaar kar.”
*

Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho
Sajna ko dekh key nazarey jhukaney waley
Gohray hojaney waley ho
Kharey kharey raastey mein thuk thuk janey waley neer bhaney waley ho
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho

Kali kali zulfoun mein surkh paranda hooo haaiii
Goray goray baazoun ko churiyoun sey banda hoo
Kali kali zulfoun mein surkh paranda hooo haaiii
Goray goray baazoun ko churiyoun sey banda hoo haaai
Bhuree Bhuree ankhioun mein kala kala kajra, kala kala kajra
Chandi kee kalaeyan mein khila khila gajra khila khila gajra
Chanda jaisa chehra sunhana aur sajra, suhana aur sajra hoooo
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho

Aapnee sharum kee karey rakhwalee wo
Sajna kee yaad mein marjaney walee ho
Aapnee sharum kee karey rakhwalee woooa
Sajna kee yaad mein marjaney walee hoo haaaaaiii
Pani bharney kowein pey miley jo kuwareyan, miley jo kuwareyan haai
Bheegee bheegee ankhioun sey suney wo bechariyan suney bechariyan haaai
Eik duserey kee karein khoub razdariyan,khoub razdariyan haaai
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley ho
Sajna ko dekh key nazarey jhukaney waley
Gohrey hojaney waley ho
Kharey kharey raastey mein thuk thuk janey waley neer bhaney waley ho
Guzray zamaney waley,
Thora sharmaney waley,
Chuhup chuhup janey waley...

"w"

If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

woh shaam kuchh ajeeb thi
yeh shaam bhi ajeeb hai
woh kal bhi paas paas thi
woh aaj bhi kareeb hai

jhuki hui nigah mein kahin mera khayaal tha
dabi dabi hansi mein ek haseen sa gulal tha
mein sochta tha mera naam gunguna rahi hai woh
na jaane kyon laga mujhe kay muskura rahi hai woh
woh shaam kuchh ajeeb thi

mera khayal hai abhi jhuki hui nigaah mein
khili hui hansi bhi hai dabi hui si chaah mein
mein jaanta hoon mera naam gunguna rahi hai woh
yahi khayal hai mujhe ke saath aa rahi hai woh
woh shaam kuchh ajeeb thi

't'

TuuTe hue Kvaabon ne, hamako ye sikhaayaa hai
dil ne, dil ne jise paayaa thaa, aaNkhon ne ganvaayaa hai

ham DhuuNDhate hain unako, jo milake nahiin milate
ruThe hain na jaane kyuuN, mehamaan mere dil ke
kyaa apanii tamannaa thii, kyaa saamane aayaa hai

lauT aaI sadaa merii, Takaraa ke sitaaron se
ujaDii huI duniyaa ke, par ab ye taDapanaa bhii, kuchh kaam na aayaa hai

Haal kaisa hai janab ka
Kya khayal hai aap ka
hum to machal gaye o o o
yunhi phisal gaya aa aa aa.

Late NAFK, Afreen

aafreen aafreen aafreen
husn-e-jaana ki taareef mumkin nahee.n
aafreen aafreen

tu bhi dekhe agar to kahe, hum-nasheen
aafreen aafreen

aisaa dekhaa nahee.n Khoobsoorat ko'i
jism jaise ajantaa ki moorat ko'i
jism jaise nigaaho.n me.n jaadoo ko'i
jism nagma ko'i, jism khushboo ko'i
jism jaise ke khilta hu'a ek chaman
jism jaise ke suraj ki pehli kiran
jism karsha(?) hu'a, dil-kash-o-dilnasheen
sandali sandali marmari marmari

aafreen aafreen

chehra ek phool ki tarah shaadaab hai
chehra uska hai ya koi maahtaab hai
chehra jaise ghazal, chehra jaan-e-ghazal
chehra jaise kali chehra jaise ka.nval
chehra jaise musawwir ki tasveer bhi
chehra ek khwaab bhi, chehra taabeer bhi
chehra ko'i alif lailavee.n dastaan
chehra ek pal yakeen, chehra ek pal gumaan
chehra jaisa ki chehra kahee.n bhi nahee.n
maahroo maahroo mahjabeen mahjabeen

aafreen aafreen

*“Ishq bhi ho Hijaab mein husn bhi ho Hijaab mein. Ya tu khud Aaskhaar ho ya mujh ko Aaskhaar kar.”
*

aankhooN ko aankhooN ne
jo sapna dikhaaya hay
phir kahiN toot jaey naa
pichlay zamanooN se jo
laut ke aaya hay
phir kahiN rooth jaaey naa...

"N"

If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

nanananan naaaa rayyyy na rayyyy na rayyyy
nanananan naaaa ray naaa rayy naaaa
saaday naal rawo gay tay aish karo gayyy
zindagi day saaray mazay cash £$£$ karroooo gayyyyy
sadday nal.hoye hoye.sadday nal

next ="N" again

na janay meray, dil ko kya, ho gya
abhi to yahien tha abhi kho gya,
ho gya hay tujh ko to pyar sajna,
lakh kar lay tu inkaar sajna
dildaar sajna, hay yeh pyaar sajna...

"S"

xpect d unxpected<<

Junoon, Album: Isqh, Lyrics: SABIR ZAFAR

shaameN nahiiN
marii raateN, raateN nahiiN

suunii hai merii raaheN abhii
xaalii hai merii baaNheN abhii

khoyaa khoya rahtaa huN
terii duurii sahtaa huN
dil meN hai jo kahta huN kahaaN

merii jaaN ye hii Gam hai
samjhaa nahiiN tuu mujhe

xaaboN ke sawaa kuch bhii nahiiN
yaadoN ke sawaa kuch bhii nahiiN

aisaa to kabhii socaa na thaa
aisaa to kabhii jaanaa na thaa

*“Ishq bhi ho Hijaab mein husn bhi ho Hijaab mein. Ya tu khud Aaskhaar ho ya mujh ko Aaskhaar kar.”
*

Tumko sirf Tumko
hum ne chaha, chahat ki kasam
tum bin jeena pera agar hum ko mur jayein gay hum
dil hai tumharaa, darkhan tumhari
teray liye hein sansay hamari
hooooooooooo
itna hai kehna sung rehna sanam
Tumko sirf Tumko...

Tu hi wou haseen hay
jis ki tasweer
kheaylou main
mudat say bani hay

rukhay roushan pay zulfain bikhraey hoeay
jaisay chanda pay badul hou chhaey hoeay

main nay daikha tujhay tou maira dil mujhay yay hi kahnay laga
dhoondhay nazrain jisay raat di raat koee or nahi hay
tu hi wou haseen hay

Hum rahay rahi,aik hee raah kay
Hum rahay rahi
Aik hee raah kay saikro dar khulay
Chah kay
Hum rahay rahi, hum rahay

Surat koyee nayee
Jee ko nayee laggee
Sochtee bhee woh to chahtee bhee woh kya
Zindagee

Hum rahay rahi, aik hee rah kay
Hum rahay rahi
Aik hee rahay kay,sankaron dar khullay
Chah kay
Hum rahay raahi, hum rahay

Milta koyee agar
Mumkin nahi raha
Jall raha hay yeah zindagee ka diya
Kuoon bhala

Hum rahay raahi,aik hee rah kay
Saikron dar khullay
Chah kay
Hum rahay raahi, aik hee rah kay
Sainkron darr khulay
Chah kay
Hum rahay rahi, aik hee rah kay

*“Ishq bhi ho Hijaab mein husn bhi ho Hijaab mein. Ya tu khud Aaskhaar ho ya mujh ko Aaskhaar kar.”
*

kabhii kabhii mere dil mein
khayaal aataa hai
ke jaise tujhako banaayaa gayaa hai mere liye
tuu abase pahale sitaaron mein bas rahii thii kahiin
tujhe zamiin pe bulaayaa gayaa hai mere liye

kabhii kabhii mere dil mein, khayaal aataa hai
ke ye badan, ye nigaahenn, merii amaanat hain
ye gesuonn kii ghanii chhaanv hain merii khaatir
ye honth aur ye baahen merii amaanat hain

kabhii kabhii mere dil mein, khayaal aataa hai
ke jaise tuu mujhe chaahegii umra bhar yuunhii
uthegii merii taraf pyaar kii nazar yuunhii
main jaanataa huunn ke tuu gair hai magar yuunhii

kabhii kabhii mere dil mein, khayaal aataa hai
ke jaise bajatii hain shahanaaiyaan sii raahon mein
suhaag raat hai ghuunghat uthaa rahaa huun mein
simat rahii hai, tuu sharamaa ke merii baahon mein
kabhii kabhii mere dil mein, khayaal aataa hai

hum nay dekhi hay un ankhon ki mehekti khushboo
haath say cchoo kay inhain rishton ka ilzaam an do
sirf ehsaan hay yeh ruh say mehsoos karo
pyaar ko pyaar hi rehnay do koi naam na do

"daal"

xpect d unxpected<<