new thread
a b c d e f g h i
j k l m
n o p q r s tu v w x
y z
http://www3.pak.org/gupshup/biggrin.gif
(yea, that’s actually a song from Hum Saath Saath haiN)
Zindagi Ka safer
hai ye kaisa safar
Koi samjha nahi
Koi jana Nahi
¡QÜÉËñ!
Naam reh jai'ay ga
Chehra badal jai ga
Can't remember the rest...
Aur iss dil main kia rakha hay
taira hi peayr chhuppa rakha hay
hasratain hai bohat magar
tum sey kiya kiya kahoon
bahoon main ley keh sanam
tujhe pyaar karta rahoon
"R"
nafarat karane vaalo.n ke siine me.n pyaar bhar duu.N - 2
are mai.n vo paravaanaa huu.N patthar ko mom kar duu.N
nafarat karane vaalo.n ke siine me.n pyaar bhar duu.N
dil..dilsee..dil to akhir dil hai na
dhuwaaN banaa kay fizaa maiN udaa diya mujh ko
maiN jal raha tha, kisi nay bujhaa diya mukj ko
O sanam tairay hou gaey hum
peayr main tairay khou gaey hum
zindagi ko aey humdam
aa gia muskurana
pata nahi sahi likha hay k nahi???
Ab teray bin jee laiN gay hum
zehr zindagi kaa pi laiN gay hum
hamian or jeenay ki chaht na houti
ager tum na houtay agr tum na houtay
ye raat aur ye doori
tera milna hai zaroor
kay dil mera dhak dhak boolay
deewana liyay jaaey hichkoolay
Yahan wahan saray jahan pay taira raaj hai
Tairay he to dum say muhabat ka raaj hai
Ik perdaisi maira dil lay gia
jatay jatay meetha meetha ghum day gia
gooray gooray mukhra pey kala kala chasma
next "CH"
chaand chupa badal main
sharma keh meri jaana
seenay sey lag ja tu
bal kha keh meri jaana
next "J"
jab se huay
hum tum
ru-ba-ra
to hua kya
kay dil maiN hai
koi bhi
aarzoo
na justujoo
jab se huay...
Yeh Lamhe Yeh Pal Ham Sadyoo Yaad Karein Gay
Yeh Musam Chale Gaey Tu Ham Faryaad Karein Gay
Next “Y”
yeh sama
sama hai yeh pyaar ka
kisi keh intezaar ka
dil na chura ley
kahin mera
mausam bahaar ka
"K"
kabhi kabhi meray dil maiN khayaal aata hai
kay jaisay tujh ko banaaya gaya hai meray liya
tu ab say pehlay sitaarooN maiN bus rahi thi kahiN
tujhay zameeN pay bulaaya gaya hai meray liya