Antaakshari LI

Koi faryad teray dil mein dabi ho jaisay
Koi faryad teray dil mein dabi ho jaisay

Tu ne aankhon se koi baat kahi ho jaisay
Jagte jagte eik umr kati ho jaisay
Jagte jagte eik umr kati ho jaisay

Jaan baki baaqi hai magr sans ruki ho jaisay

"j"


Jitna Diya Sarkar Nay Mujko, Itni Meri Auqat Nahi, Yeh Saab Tumhara Karam Hai Aqa, Mujh Mein Aisi Koi Baat Nahin.

Love happens once . . .

jaaduu
teri nazar...
khushbuuu
tera badan...
tu haaN kar...
ya naa kar...
tu haaN kar,
ya naa kar,
tu hay meri kiran...
tu hay meri kiran...

"K"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

Kuch na kaho, kuch bhi nah kaho, Kuch na kaho, kuch bhi nah kaho, kya kehna hai, kya sun na hai, mujhe ko pata hai, tum ko pata hai, samhe ka yeh phal tham sa gaya hai, aur is pal mein koi nahi hai, bas eik mein houn bas eik tum ho, kuch na kaho

"K"


Jitna Diya Sarkar Nay Mujko, Itni Meri Auqat Nahi, Yeh Saab Tumhara Karam Hai Aqa, Mujh Mein Aisi Koi Baat Nahin.

Love happens once . . .

kabhi kabhi
mere dil maiN
khayaal aata hay...
ke jaisay tujh ko
banaaya gaya hay
mere liyay...
tu ab se pehlay
sitaarooN maiN
bus rahi thi kahiN...
tujhay zameeN pe
bulaaya gaya hay
mere liyay...

"L"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

laila mein laila
aisi hoon laila
har koi mujh se chaahay
milna akaila

'a'

Akailay haiN...
to kya ghum hay...
chahey to hamarey bus maiN kya nahiN...
bus aik zara...
saath ho tera..
tera to haiN hum...
kab se sanam...

"S"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

So gaye hain koh gai hain dil ke afsanay
So gaye hain koh gai hain dil ke afsanay
koi dua do phir se kabhi inko jaganay
koi dua do phir se kabhi inko jaganay

"J"


Jitna Diya Sarkar Nay Mujko, Itni Meri Auqat Nahi, Yeh Saab Tumhara Karam Hai Aqa, Mujh Mein Aisi Koi Baat Nahin.

Love happens once . . .

I love this song! Rafi is the best

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

jo wada kiya wo nibhana pare ga
rokay zamana chahay rokay khudai
tumhein aana pare ga
jo wada kiya wo nibhana pare ga

tarasti nighaahon ne awaz di hai
mohabbat ki raahon ne awaz di hai
jaane hayaa..jaane adaa choro tarsaana
tumko aana pare ga
jo wada kiya wo nibhana pare ga

ye maana humein jaatay jana pare ga
par ye samajh lo tumne jab bhi pukaara
humko aana pare ga
jo wada kiya wo nibhana pare ga

hum apni wafa pe naa ilzaam lein gaiy
tumhein dil diya hai tumehin jaan bhi dain gaiy
jab ishq ka sauda kiya, phir kiya ghabhrana
humko aana pare ga
jo wada kiya wo nibhana pare ga

chamaktay hain jab tak ye chand aur taaray
na tootain gaiy ab ahdo paiman humare
ek doosra jab de sada ho ke dewana
humko aana pare ga
jo wada kiya wo nibhana pare ga

gurr naalooN ishq mitha
oye hoye...
oo gurr naalooN ishq mitha
aaey haey...
oo raba lag na kisi nu jaavey
oo gurr nalooN ishq mithaaa...

"M"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

new thread b4 it goes over 50 posts

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…