Antaakshari III

dil cheez he kya jana
yeh jan bhi tumhari he

yummah yummah yummah
yeh khoobsoorat samaan
bas aaj raat ki hai zindagi
kal hum khan tum kahn

Next N

http://www.pak.org/gupshup/hula.gif


SMILE YER ON CANDID CAMERA :wink:

[This message has been edited by anari4ever (edited May 22, 2000).]

Na gajray ki dhaar
Na motiyoon kay haar
Na koi kiya singhar
phir bhee kitni sundar ho
Tum kitni sundar ho

Last word "O"

http://www.pak.org/gupshup/pagal.gif

o priya o priya
suno priya
yeh mera dil tumhay diya
o priya o priya
meray nainoon main raho priya

Next “A”

http://www.pak.org/gupshup/rotato.gif


SMILE YER ON CANDID CAMERA :wink:

aaj mein oper
asmaan necchay
aaj mein aagey
zamana hai peechay
tell me o khuda
mein kiya karoon
chaloon seedhi ya ulti chaloon

next "CH"

Chand sitaray phool aur khushboo
yeh to saray puranay hain
Taza Taza kali khili hai hum oos kay deewanay hain

N

Nashaa yay peayr ka nasha hay

agay nahi ataaaaaa

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

B-B-G

Don’t Fear Anari is here!!!

http://www.pak.org/gupshup/hula.gif

I’ll help U out! :wink:

Nashaa yay peayr ka nasha hay
Yeh Meri Baat maano
Kay hum nay Yeh dil day dya hai

i don’t know the rest

http://www.pak.org/gupshup/frown.gif

;(

Well i sing the song i should

http://www.pak.org/gupshup/rotato.gif

Yeh mausum yeh mast nazaray
pyaar karo to insay karo
kartay hain yeh tum ko isharay
pyaar karo to insay karo

Thank You, Thank You, Thank You Very Much

http://www.pak.org/gupshup/tongue.gif

Next “O”


SMILE YER ON CANDID CAMERA :wink:

o o jaane jaana
dhoonday tujhe deewana
sapnoon main roos aye
aa zindagi main aana

next "A"

Aa`ey ho meree zindagee mei tum bahar ban ke ..
Next 'K'

[This message has been edited by Goku (edited May 24, 2000).]

Kora kaghuz tha yay man maira
likh deya naam uss pay taira

Ay dil mujhay bata day tou kis pay a gaya hai
woh kaun hai jo aa kar khuaboon pay cha gaya hai

"I"

Iss parcham k saey talay hum ake hain hum ake hain
saanjhi apni khushian

http://www.pak.org/gupshup/hula.gif

na na na na na
na na na na na
dil main kuch honay laga
chain mera kooh nay laga
na na nan na na

NExt “A”

http://www.pak.org/gupshup/rotato.gif


SMILE YER ON CANDID CAMERA :wink: