Antaakshari III

chand se parda kijiay
kahin chura na lay chehray ka noor
ay meray humnawa, ay meray huzoor
ay meray humnawa, ay meray huzoor

...H...

Ho gaya hai tujhko to pyar sajna
Lakh kar le tu inqaar sajna
Ho gaya hai tujhko to pyar sajna
Lakh kar le tu inqaar sajna
Dildar sajna hai ye pyar sajna

Next 'S'

[This message has been edited by Goku (edited May 17, 2000).]

Shaam dhali bun main
Mehki hawa
Dheeray say tum nay kiya hai kaha
Sun kay yeh maan jhoomay maira

Gun Gun surroon say goonjay basairay
Panchee jab gayain
Soeen theen mun main kiya janay kab say
Jagi woh aasha'ain
Hum ko tum jo mil gayay
phool kitnay khil gaya
mun kay angan main

Last letter "N"

nazar keh saamney
jigar keh paas
koi rehta hai
woh ho tummmmm

next "T"

tanha tanha yahan pay jeena,
yay koi baat hai
koi saat nahin tera yahan,
yah koi baat hai
kisi ko payar dai day,
kisi ka payar lay lai
is saaray zamaanay main yayhi payaari baat hai

...I...

imtehaan hum
pyaar keh dey keh
ab rah dekhain
kiya hai nateeja
dola dola dola dola
mann dola dola dola

next "D"

Dum Maro Dum
Bolo subah Shaam
Hare Krishna Hare Ram

Next "R"

ruk ja oo dil deewaney
poochoon to mein zara
larki hai ya hai jaadoo
khushboo hai ya ghata
paas woh aye to
cho keh mein dekhon zara

"Z" is next

Zara sa jhoom loon main
Zara sa ghoom loon main

N

na na na na nare nare
sade nal rawo ge te esh karo ge
zindagi de sare mele kesh karo ge
na na ......
next n

Neeli neeli aankhon ko mujh se chupalooo
humey zindah rehnay do ae husn walo ...
next 'W'

[This message has been edited by Goku (edited May 18, 2000).]

wah wah ram G …cho..cho..cho..
jori kaya banaE…cho…cho..cho
bhayia ur bhabi ko
badhaE ho badhaE
sub rasmo say badE hay
jag may

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

dilse dil ki sagaE

…S…


Live From- Dayara-e-Ghair

Sayaa bhi saath jab chourr jaey
aisi hay tunhaayee
rouna chahoo tou ansoo na aey
aisi hay tunhaayee

Tairay mukhray da kala kala til way.
Maira cheen kay lay gaya kakh way

Wah wah yeh nakhra larki ka
shawah yeh nakhra larki ka...
next k

kitabeyn bohat se parhee ho gee tum ne
magar koi chehra bhee kia tum ne parha hei
parha hei meree jaan ...
:)forgot the rest .. heard it a long time ago .. I think the film was bazigaar or something :)anyway
Next 'J'

Jou haal dil ka idher ho raha hay
wou haal dil ka udher ho raha hay

so

here we are

http://www.pak.org/gupshup/hula.gif

yeh jo teray payaloon ki chan chan hai
ashqon kay dil ki yeh darkan hay
chan chan kiya jayai

okay

http://www.pak.org/gupshup/hula.gif

next A

[This message has been edited by anari4ever (edited May 21, 2000).]

Aey rah-e-haq k shaheedou
waffa ki tasweerou
tumhain watan ki hawaeyn salam kahti hain
aey rah-e-haq k shaheedou

shaam hai dhuwaan dhuwaan
jism ka rowaan rowaan
uljhi uljhi saansoon sey
keh raha hai aaj dil ki dastaan

next "D"