Antaakshari II

Aik baar chalay aoo phir aa kay chalay jana..

Jab jab bahaar ayee
or phool muskuraey
mujhay tum yaad aey

akhiya milao kabhi akhiya churao
kia tu ne kia jado ...
next j

Jai Jai sheif shankar...
next: sh (sheen)

Shirvani pehan ker aaoon ga mein
Dulhan bena kar tujhe lay jaoon ga mein

Moahabt zindagi hay
or tum mairi mohabat hou
tumhai hou bandgi mairi
tumhai mairi ibadet hou
mohabat zindagi hay

Holay Holay
mera dil yeh dolay
roko is ko
phir bhi yeh bolay
Holay Holay...

NEXT LETTER "Y or YEH(IN URDU)"

Yeh lamhay yeh pal hum
barsoon yaad karain gay
Yeh mausam chalay gayay to
hum faryaad karain gay

In Lamhoon ki tusveeroon say
In khuaboon ki zanjeeroon say
apnay dil ko kaisay
hum azaad karain gay
Yeh mausam chalay gayay tou
hum faryad karain gay.

Last word "G"

GullouN main rung bharay bad-e-nobahar chalay
chalay bhi ayo k gulshan ka karoubaar chalay

hmmm...sahi likha hay???

Chan mere makhna
Chan mere makhna.....

mei dunya bhula du gaaa
teri chahat mei ....
next letter 'M'