Ansu ki tarha nazaro se ghiraya usne
Apni khabar na mili kuch ais tarha khak mai milaya usne
Elzaam mujh par laga magar bewafa khud tha
Phele deewana banaya phir mujko thukaraya usne
Usko maza ata hai mujhko sattane mai
Mujhe geeli lakri ki tarha jallaya usne
Aya na tha usko wada-e-wafa karma
Logo ko jhuta wafa ka kissa sunaya usne
Tanhaio k dard se khub wakif tha woh
Phir bhi duniya mai mujhko tanha banaya usne
Re: Ansu ki tarha
aap kahin cigarette ka box to nahi ![]()
![]()