Re: another meaning mystery ..
**aaaaaaawwwwwwww…pahle ke zamaanoN men kahaavat thii k “miyaaN qalam toR ke siyaahii pee jaao”…magar afsos k ab to na vaisi qalam rahii aur na hii siyaahii…ab to ball-pens kaa zamaana hai
yaa phir typing kaa lol…thanx anyways bro … shaadii pe bulaanaa hamko bhii…maiN iA shaadi kaa sehraa likh duuNgaa
**