Another " KHUSHBO"

Har taraf,har jageh,bay shumar Aadmi
phir bhi tanhayun ka… shikar Aadmi
subah say sham tak bojh dhota huwa
apni hi lash ka khud …mazar Aadmi
roz jeeta huwa,…roz marta huwa
har naeay din …neaya intizar Aadmi
zindgi ka muqadder,…safar dar safar
aakhri sans tak… bay qarrar Aadmi

                                                             :naraz:

Re: Another " KHUSHBO"

Very nice… :k:

Re: Another " KHUSHBO"

Wah wah wah....

Re: Another " KHUSHBO"

thnx Prince and Sameer gs :cu2: