jub rishty kah lia aay thy too issi tarah sofa per bathy hoon gah uss waqat kiun nah jahil kah kar inkaar kar dia
socho tumhara hubby lhr hota tum pind sy shadi ho kar ati yeh sub batain tumhara hubby tumhary maan bap kah lia kahta to tum ko kaisa lagta
jo hai jaisa hai rehny do izaat karo or karwao
choti choti batoon sy susral sy nata to nahin tora ja sakta