good point, hum logh jab tareweehparh rahey hotey hian masjid mein bachey last saaf mein itna shor machatey hain jis ki had nahin , ullo ki pathey lolsss kabhi had ker detay hain nimazi sajdey mein hota hai pechey se thaper mar ker bhag jatey hian ,
chotey bachon 2or 3 yrs ki lana bhi nahin chhaiye na , mein samghta hon woh kharab kertey hian , nimazi ki aghey se guzar jain ghey aur 7yrs se 13 yrs ki jo bachey hian hum ko chahiye un ko sikahiaan ki yeh herkatain kerna theek nahin hai..shahoro dia jae na is chez ka to bohat se problem solve ho jain ghey na ,