Aik sahib nay faqeer ko aik Rupiyaa diya
Faqeer “Sahib, pehlay aap rooz 10 roopay daitay thay, phirr 5 roopay dainay lagay, aur ab aik pay aa gaiey ho”
Sahib “Bhai baat yeh hay kay pehlay main kunwara thaa, phirr mairee shadi ho gai, aur ab bachhay ho gaiey hain”
Faqeer “Tu saaf saaf boolo naa, mairay paisooN say apni family paal rahay ho” ![]()