ankhoon ko bohat bayjan dekha hai!!!!....

Kaho dukh k samander ka safar ab tak raha kaisa..?

Kaha ujlay kinaaro’n ka koi imkaan daikha hay…

Kaho derya kinaaro’n say bhhala kya guftugoo thehri..

Kaha derya ko apnay zabt pay hairaan daikhha hay…

Kaha kyun kis liyay khhola yeh tum nay dilka drwaza

Bataaya dil k rasto’n per koi mehmaan daikhha hay…

Kaho us ishq ki baabat, bhhala kya had rahi ho gi..?

Kaha woh ishq jaisay rooh ka sartaan daikhha hay…

Kaho us say bichharrnay ki, tumhain manzoor yeh hoga

Kaha jeenay ki khuwaahish ko kabhi qurbaan daikhha hay…

Kaho phir tum pay kya guzri, woh khuwaab-e-zindagi khho ker..?

Kaha kal apni aankho’n ko bohot bay-jaan daikhha hay…!

Re: ankhoon ko bohat bayjan dekha hai!!!!....

Kaho derya kinaaro'n say bhhala kya guftugoo thehri..
Kaha derya ko apnay zabt pay hairaan daikhha hay...

Kaha kyun kis liyay khhola yeh tum nay dilka drwaza
Bataaya dil k rasto'n per koi mehmaan daikhha hay...

bahut aalaaa g!

awesome sharing … zabardast :k:

Re: ankhoon ko bohat bayjan dekha hai!!!..

Bohat zabardasssttt Bheegi. :lajawab:
Thnx 4 Sharin..

Re: ankhoon ko bohat bayjan dekha hai!!!..

bohot khoob

zaberdast sharing bheegi :jhanda:

Re: ankhoon ko bohat bayjan dekha hai!!!!....

thnx

Splended Splended Choice Bheegi:)

Re: ankhoon ko bohat bayjan dekha hai!!!!....

beautiful, simply superb..

Re: ankhoon ko bohat bayjan dekha hai!!!..

:hinna:

Re: ankhoon ko bohat bayjan dekha hai!!!!....

kaha kal apni aa'nkhoN ko bohat be-jaan dekha hia sigh

Buhat Aala Sharing Bheegooo :~)

Re: ankhoon ko bohat bayjan dekha hai!!!!....

Beautiful..

Re: ankhoon ko bohat bayjan dekha hai!!!!....

buhut khoob... :)

Re: ankhoon ko bohat bayjan dekha hai!!!!....

thnx

Re: ankhoon ko bohat bayjan dekha hai!!!!....

kkeo dekah eyes close ker lene teh :ASA:

jis nay nahi dekhna woh close karlay :chai: