Aankhain bhi wohi hain dareecha bhi wohi hai
Aur soch ke aangan mein utarta bhi wohi hai
Jis ne mere jazboon ki sadaqat ko na jaana
Ab meri rafaqat ko tarasta bhi wohi hai…**
Aankhain bhi wohi hain dareecha bhi wohi hai
Aur soch ke aangan mein utarta bhi wohi hai
Jis ne mere jazboon ki sadaqat ko na jaana
Ab meri rafaqat ko tarasta bhi wohi hai...**
[/QUOTE]
Wah..
Thanks for sharing Sharara..
I would like to contribute some...
*Ankh samandar, dil sehra, aur chehray pay ho ka aalam
Raaz chupanay ki koshish main tum charcha kar baithay ho..! *
*Yon dil ko her eik shakss pe wara nahi kartay
Aankon main her eik aakss utara nahi kartay *