Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain.....!!!

Ankh Jub Bund Kiya Kartay Hain
Samnay Aap Howa Kartay Hain

Aap Jaisa Hee Mujhay Lagta Hai
Khawab Main Jiss Say Milla Kartay Hain

Tu Agar Choor Kay Jaata Hai Tou Kiya
Hadisay Rooz Howa Karatay Hain

Naam Unn Ka Na Koi Unn Ka Pata
Log Jo Dil Main Raha Kartay Hain

Hum Nay Rahi Ka Chalan Seekha Hai
Hum Akeelay Hee Chala Kartay Hain

2 Likes

Re: Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain…!!!

DiL ki baat keh di aap ne muddi.
:slight_smile:
Nice Poem. :k:

Re: Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain.....!!!

hmmm khuli ankhooN main keoN nahi atey muddi g itni hassal keoN k pahlay aankh band karo phir nazar awo :p....ap ki job ka kia bana :)

Re: Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain.....!!!

hmm nice :)

Re: Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain…!!!

nice 1 :k:

Re: Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain…!!!

Good One Muddii..:k:

Re: Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain.....!!!

nice

Re: Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain…!!!

zamana bara khraab hai akelay nahi chalna chaiye :chai:

Re: Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain.....!!!

Khuli Ankhoon Say Khawab Kahan deekhay Jaatay Hain Iss Liay Bund Ankhoon Key Baat Key........................:)

Re: Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain.....!!!


Thank u:)

Re: Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain…!!!

Thank u:)

Re: Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain.....!!!

hmmm.. nicee..

Re: Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain…!!!

Thank you Aryaan:)

Re: Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain.....!!!


Thank you:)

Re: Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain…!!!

Baat tu sahee hai purr jub koi saath chalnay wala na hoo tu badil na khawasta akeelay hee chulna parta hai…:slight_smile:

Re: Ankh Jub Bund Kiyaa Kartay Hain.....!!!


Thank u:)