Farhat Abbass Shah
[This message has been edited by Gemini the Great (edited May 30, 2002).]
Farhat Abbass Shah
[This message has been edited by Gemini the Great (edited May 30, 2002).]
jo upload ki thi vohi post kar detin
yar aik to sadiun baad aapka kuch parhana thaa uper se ye baat boht afsoos howa.aik baat bataon i have also started shairi.i write nasri nazmain.
sirfi us pe yay topic nahin suit karta tha ![]()
naina wali yara its not mine.. but its posted by me
buhat khoob.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
I’m Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be
Rude Boyz Rulez
shaam tak qaid raha karte hain dil ke andar
dard ho jate hain sare hi reha shaam ke baad
sigh
bohat khoob!
yaar main ne pehley is leay aisey likha keon ke main ne soocha kay shaid hum se door aap ne apne jazbat kalam band karne ka soocha hoo lekan hamarey kismat kahan hai aise kai hamain yaad kar ke kuch likha jae
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary.gif
!waisey a very nice collection!!!1
[This message has been edited by naina wali (edited May 30, 2002).]
[This message has been edited by naina wali (edited May 30, 2002).]
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Farhat Abbas Shah has quite a few poems with the rhythm of “shaam kay baad.” Here’s is another one…
MaiN nay daikha deewanooN ko shaam kay baad
Dhound rahay thay viranooN ko shaam kay baad
Tairaki phir saray aeyb chupa laygi
Lay aa~na ghar mehmaanooN ko shaam kay baad
MaiN nay us ka soag manaya kuch aisa
Khali rakha paimanooN ko shaam kay baad
Yaad karay jab mujh ko tairi tanha~ei
Daikha kerna gul~danooN ko shaam kay baad
~Farhat~ chaand key khauf sey ker layta hooN band
Kamray key raushan_danooN ko shaam kay baad
bohat hi khoob
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
thanko for sharing
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif
MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï
Its beautiful Gemini.
us ne bechaini se forun hi kahaa shaam ke baad*
lillah yeh daftan qatil e dil e ghareeb hai… ankhein bhar aayein parh ke Farhat sahib ne is zamaane mein urdu shaa_heri ki dagmagaati rooh mein nahee jaan phoonk daali.
aur apkaa bhi mashkoor yeh khaakbasar
ye sab kuch sham k baad he keon huwa
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Alal fajr dimagh taza tawana hota hai to yeh sab kuch naheen hota..is liye..dimaghee futor shaam ko jaagte hain aur raat tak!
BholiBhali nice to see u
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif
howz life and where are the wedding pics??
naina wali ahan… mish u alot and don’t worry I will show u something ![]()
Aalhan Welcome here and Thanx for sharing another sham ke baad ![]()
MAREEZ_E_ISHQ no wonder this is one of my fav. poet
Nikami sis who knows ![]()
Thanx speed master, chanda, perfectionist,
arrayyyy Birthday walay dinnooo main itni uddasss poem??? bilkul pusaand nahi aai…
poem aachi hay but mooqa kay hissaab say nahi hay na
bahut khoob gtg behna!
Dekh Ruswaee ka sauda hai ab na kabhi
Itnni shiddat say kisi shaks ki chaahat karna,
raahaygi shama-e-wafa yunhi ta abaad roshan
ghazal kay roop main jeenay ka hosaala rakhna!
BEAUTIFUL POEM
ZABURDAST
Amjad bhai dill ke mosam badaltay koi dare lagti
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
AsSweetAs Thanks
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Lamhay u back na, nice to see ya
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif
HeArT HaCKeR Thanks,welcome here and pleez dun use caps na ![]()