anjuman e urdudaan

Re: anjuman e urdudaan

:hehe: Thread ka unwan "Ashiqan-e-Anjuman " tu nahi th aju ap ko yeh shak guzra:wink:

Re: anjuman e urdudaan

^ Main Nay Thread Ko Sultan Rahee marhoom ki Nazar Say Daykha Tha :wink:

Its GunD … Pahlay Apni Mistake Sahi Karo :cb:

Re: anjuman e urdudaan

nahi:cb: wala “gand” double aa ky sath hoga dum(poonch) wali awaz nikly gi u sy:hoonh:

Re: anjuman e urdudaan

Had E Adab Larrki … Aisi Baatain Naheen Likhtay :cb:

Re: anjuman e urdudaan

daikhain bohat na-munasib baat hai… aik shakhas itni shaaistgi say aap ko tarz-e-takhatub tabdeel karnay ka keh raha hai aur aap apnay rawaiyye main koi tabdeeli karin ki bajaai aur bhi na munashib alfaaz istemaal kar rahi hain

har shakhas ka aik apna maiaar hota hai. ho sakta hai kay koi baat hamaray nazdeek mamooli ho laiken koi aur ussi baat ko shiddat say mehsoos kary. aap nain mujhe aik lafz istemaal karnay say mana kiya tha halankay mujhe uss lafz kay istemaal main koi qabahat naan tab nazar aai thi naan abb hi nazar aati hai laiken main wo lafz aap ko mukhatib kartay hovay istemaal nahin karta ta kay aap ki dil-shikni naan ho. to jo umeed hum apnay mehsoosat kay muamlay main doosron say rakhtay hain, humain doosron kay mehsoosat ka baary main bhi ussi qadar muhtaat hona chahyey.

Re: anjuman e urdudaan

:lajawab:

Re: anjuman e urdudaan

Itny maiyari log ghar aram sy bythain. Or namunasib bat kia hy mery trzy takhatub main.Main ny gali di ya main ny pathar mara tha kissi ko ju tameez ki batin shuru ho gaain. Jahalat ka tu yeh hal hy ky faiz ky misry ki samjh naa ai bat kerty hain mery muhtat hony ki:hoonh:Shaistagi dosron ko sikhani sab ko atti hy khmkhwa ulajhty hain khud ko nahi dykhty.

[qoute]Bol saku tu bolo:chai:
**Bol ky lab azad hain tery:music:
[/quote]
**

Ab mujhy yeh battao tameez or “taraak” It must be typo h is missing "Tharaak"ki bat kerny ki kia wajahy tasmia hy Decent Mundy ky liy.
Bataao tharaak wali ki abat ki hy main ny
PS: Agar tum logon ki tasali Uncle kehlany sy hoti hy tu chalo aj sy “Muhtata” ashkhas ko main uncle kaha karon gi sab uncle bannyu ky shoqeen bata dain mujhy.ky aj sy unhin uncle likha or pukara jaay:D

Re: anjuman e urdudaan

Maine konsi gandagi kardi hai mohtarma goodnews aunty sahiba :frowning:

Re: anjuman e urdudaan

Uncle ji badtamizi kehna or thraak ka shak kerna sirf “bol ky lab Azad hain tery” per gandagi hi hy Mohtrama U mukaram Decent Munda Uncle ji:snooty:

Re: anjuman e urdudaan

Kya aap Gandagi ke Maaena bayaan farmayeen gee Muhtarma ?

Re: anjuman e urdudaan

Oay Had e Adab … Good News n Decent^Munda No fight shight … grow up Yaar … Kiya Bachchoon Ki Tarah larr Rahay Ho … Chalo Shake hands n be Like A good friends … Shabaash :emmy:

Re: anjuman e urdudaan

Muhtram pehly ap "tharaak" Ky maani biyan farmaiy phir ham bhi koshish karin gy

Re: anjuman e urdudaan

Kissi dramy main mughly Azam ka role ker rahy hu kia :cb: Her batt per "Hady Dab’

Re: anjuman e urdudaan

"Bol k Lab Azaad Hain Tere" Alfaaz Tere ka Shumaar tu Taraak main kiya jata hai, aab aap apne lafz ki maeena apne alfazon main bayaan karen.

PK bhai: no phadda shadda juz clarifin each other :)

Re: anjuman e urdudaan

Tum dono Say Umer Main Barra Hoon Is liay Samjha Raha Hoon :~)

Aur Haan Mughl e Azam humaray Saamnay Chanay Baichta Hay :snooty:

Re: anjuman e urdudaan

Ok Pk Bhai m Chup :) Peace Hands off....

Re: anjuman e urdudaan

Thats like A good Bhai :hugz: Aur yeh Khala GoodNews Kahan Chalee Ga’een :hoonh:

Re: anjuman e urdudaan

:chai: