Lamhay
January 21, 2002, 4:00pm
1
Andekhi sii dagar,
Anjana sa safar…
Naa manzil ka pataa,
Naa raah ki khabar…
Jhookaa kar nazar yun,
Chale jaa rahe hain…
Haqiqat ko kwaab sa,
Jeeye jaa rahe hain…
kabhi ho naa khatm…
Silsila khushi ka ye
Dil hi dil duaa bas,
Kiye jaa rahe hain…!
apni hasti ko mita kar log aksar
dosroon ko sanwaar jate hain
baaz auqaat maslehat ke tehat
jeetne wale bhi haar jate hain!
ASA
January 21, 2002, 4:13pm
2
Lamhay
January 21, 2002, 5:22pm
3
Oh haan sweet sis ameen summa ameen !kabhi na ye silsila tutay!!!
apni hasti ko mita kar log aksar
dosroon ko sanwaar jate hain
baaz auqaat maslehat ke tehat
jeetne wale bhi haar jate hain!
hanie
January 21, 2002, 5:24pm
4
Originally posted by Lamhay:
**Andekhi sii dagar,
Anjana sa safar…
Naa manzil ka pataa,
Naa raah ki khabar…
Jhookaa kar nazar yun,
Chale jaa rahe hain…
Haqiqat ko kwaab sa,
Jeeye jaa rahe hain…
kabhi ho naa khatm…
Silsila khushi ka ye
Dil hi dil duaa bas,
Kiye jaa rahe hain…!
**
zabardast yaarjee
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
kja ab bhie waha raja rani
ke kisse dadi sunatie hai
Originally posted by Lamhay:
**Andekhi sii dagar,
Anjana sa safar…
Naa manzil ka pataa,
Naa raah ki khabar…
Jhookaa kar nazar yun,
Chale jaa rahe hain…
Haqiqat ko kwaab sa,
Jeeye jaa rahe hain…
kabhi ho naa khatm…
Silsila khushi ka ye
Dil hi dil duaa bas,
Kiye jaa rahe hain…!
**
nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
very nice lamhay jee.. mazaa aay parh karr.. waisay kahaan hotee hoo aap.. entry kam martee hoo aaj kull.. khaireyat to hai naa
mairay dill mairay mussafir
Lamhay
January 23, 2002, 7:12am
8
chaloo mazay tu ayee uncle ji ko
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
hum yahin hotay hain per kabhi kabhi kho jatay hain baki sab khair hai ,waisay khair kheriyaat pochnay ka bahut shukriya
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
thanks hanie,shaam-e-firaq and shaab-e-hijar>>>>>ap dono twins tu nahin hain na?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
apni hasti ko mita kar log aksar
dosroon ko sanwaar jate hain
baaz auqaat maslehat ke tehat
jeetne wale bhi haar jate hain!