issay pata tha
iss ki mohabbat ka anjam
barbadi hai
phir bhi wo issay
nibhata chala gaya
jaisay har admi ko
pata hota hai
zindagi ka anjam mout hai
magar wo issay chhor nahi pata
guzarta chala jata hai
Re: Anjam
:k:
Re: Anjam
thanku hina,salman and SB
Re: Anjam
Nice one⦠:k: ![]()
Re: Anjam
:k::k:
Re: Anjam
thankx J L,GS and reet
Re: Anjam
yuu bhi hoota hay burso kay do humsuffur
upnay khuwaabo ki taabeer say baykhubbur
upnay ehd-e-mobubbut kay nushay main gum
upni qismut ki khoobi pay naazaa muggur
zindugi kay kissi moor pur khoo gaey
aur ek doosray say judda hoo gaaey
yuu bhi hoota hay do ujnabi raah roo
upni raaho say say munzil say na aashna
aik ko doosray ki khubbur tuk nahi
koi paimaan-e-ulfut na ehd-ewafa
ittiifaaqaat say is tarah mail gaey
saaz bhi bujj uthay phool bhi khil gaey
Re: Anjam
bohat khoob nazm hai HJ thankx for sharing